Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday 17 March 2020

As Salamu Alekum and Walekum As Salam,









السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ

Aap par Salamati ho aur Allah ki taraf se Rehmatein aur uski Barkatein aap par Nazil ho





As Salamu Alekum and Walekum As Salam,







السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ

Aap par Salamati ho aur Allah ki taraf se Rehmatein aur uski Barkatein aap par Nazil ho

As Salamu Alekum and Walekum As Salam,










السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ

Aap par Salamati ho aur Allah ki taraf se Rehmatein aur uski Barkatein aap par Nazil ho








Aur jahan kahin tum ho wo (ALLAH) tumharay saath hain




Bismillahirrahmannirrahim

وَهُوَ مَعَكُمْ أَيْنَ مَا كُنتُمْ
----
"Aur jahan kahin tum ho wo (ALLAH) tumharay saath hain".
----
 اور جہاں کہیں تم ہو وه (اللہ) تمہارے ساتھ ہے
----
"And He (ALLAH) is with you wherever you are".
----
Surat Al Hadid (57:04)


Aur tum aisay logon ki taraf mat jhukna jo zulm kar rahay hain.





Bismillahirrahmannirrahim

وَلَا تَرْكَنُوا إِلَى الَّذِينَ ظَلَمُوا
-----
Aur tum aisay logon ki taraf mat jhukna jo zulm kar rahay hain.
-----
اور تم ایسے لوگوں کی طرف مت جھکنا جو ظلم کر رہے ہیں
-----
And do not incline toward those who do wrong
-----
Surah Al Hud: (11:13)


Tum Allah se bakhshish kyun talabb nahi karte taakay tum par raham kiya jaye




Bismillahirrahmannirrahim

لَوْلَا تَسْتَغْفِرُونَ اللَّـهَ لَعَلَّكُمْ تُرْحَمُونَ
-----
Tum Allah se bakhshish kyun talabb nahi karte taakay tum par raham kiya jaye
-----
 تم اللہ سے بخشش کیوں طلب نہیں کرتے تاکہ تم پر رحم کیا جائے
----
Why do you not seek forgiveness of Allah that you may receive mercy?"
----
Surah An Naml: (27:46)

Kalma-e-Shahadat ki taqat aur uski ahmiyat







Bismillahirrahmanirrahim

✦ Kalma-e-Shahadat ki taqat aur uski ahmiyat
---------------------
Abdullah bin amr bin aas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ki Qayamat ke din Allah subhanahu meri ummat mein se ek shakhs ko juda karega aur uske gunaho ke 99 daftar khole jayenge, har daftar itna bada hoga jaha tak insan ki nazar pahuchti hai , phir Allah subhanahu farmayenge ki kya tujhe ismein se kisi baat (gunah) ka inkar hai , kya mere likhne wale muhafiz farishto ne tujh par zulm kiya hai ? wo arz karega nahi Ya Rabb , phir Allah subhanahu farmayenge ki hamare paas teri ek neki hai aaj tujh par zulm nahi hoga phir kagaz ka ek tukda nikala jayega jis par 

أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ

Ashhadu alla ilaha il-Allahu, wa ash-hadu anna Muhammadan Abduhu Wa Rasuluh Likha hua hoga , Allah subhanhu farmayenge ki meezan ke pass hazir ho ja wo kahega Ya ALLAH un (gunaho ke) daftaro ke samne is chote se kagaz ka kya wazan hoga , Allah subhanahu farmayenge ki aaj tujh par koi zulm nahi hoga , Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya phir ek palde mein wo 99 daftar rakhe jayenge aur dusre palde mein kagaz ka wo tukda rakha jayega , daftaro ka palda halka ho jayega jabki wo (kalme wala) kagaz ka tukda bhari ho jayega .Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ki Allah subhanahu ke naam ke barabara koi cheeez nahi ho sakti
Jamia Tirmizi, Jild 2, 534-Sahih
---------------------------------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”اللہ تعالیٰ قیامت کے دن میری امت کے ایک شخص کو چھانٹ کر نکالے گا اور سارے لوگوں کے سامنے لائے گا اور اس کے سامنے (اس کے گناہوں کے) ننانوے دفتر پھیلائے جائیں گے، ہر دفتر حد نگاہ تک ہو گا، پھر اللہ عزوجل پوچھے گا: کیا تو اس میں سے کسی چیز کا انکار کرتا ہے؟ کیا تم پر میرے محافظ کاتبوں نے ظلم کیا ہے؟ وہ کہے گا: نہیں اے میرے رب! پھر اللہ کہے گا: کیا تیرے پاس کوئی عذر ہے؟ تو وہ کہے گا: نہیں، اے میرے رب! اللہ کہے گا (کوئی بات نہیں) تیری ایک نیکی میرے پاس ہے۔ آج کے دن تجھ پر کوئی ظلم (و زیادتی) نہ ہو گی، پھر ایک پرچہ نکالا جائے گا جس پر «أشهد أن لا إله إلا الله وأشهد أن محمدا عبده ورسوله» ”میں گواہی دیتا ہوں کہ کوئی معبود برحق نہیں سوائے اللہ تعالیٰ کے اور میں گواہی دیتا ہوں کہ محمد ( صلی اللہ علیہ وسلم ) اس کے بندے اور اس کے رسول ہیں“ لکھا ہو گا۔ اللہ فرمائے گا: جاؤ اپنے اعمال کے وزن کے موقع پر (کانٹے پر) موجود رہو، وہ کہے گا: اے میرے رب! ان دفتروں کے سامنے یہ پرچہ کیا حیثیت رکھتا ہے؟ اللہ فرمائے گا: تمہارے ساتھ زیادتی نہ ہو گی۔ آپ ( صلی اللہ علیہ وسلم ) نے فرمایا: پھر وہ تمام دفتر (رجسٹر) ایک پلڑے میں رکھ دیئے جائیں گے اور وہ پرچہ دوسرے پلڑے میں، پھر وہ سارے دفتر اٹھ جائیں گے، اور پرچہ بھاری ہو گا۔ (اور سچی بات یہ ہے کہ) اللہ کے نام کے ساتھ (یعنی اس کے مقابلہ میں) جب کوئی چیز تولی جائے گی،
 تو وہ چیز اس سے بھاری ثابت نہیں ہو سکتی“۔
جامہ ترمزی جلد ٢ حدیث ٥٣٤ صحیح 

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...