Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday 19 January 2020

Allahumma Ajirni Minan Naar








Bismillahirrahmannirrahim

اللَّهُمَّ أَجِرْنِي مِنَ النَّارِ

Allahumma Ajirni Minan Naar

Eh Allah mujhe Jahanam ki aag se bacha

Oh Allah protect me from the hell fire.


Radaitu billahi Rabban wa bil-Islami dinan wa bi Muhammadin nabiyyan 
















Bismillahirrahmannirrahim

Jo is dua ko subah sham padhega toh Allah Subhanahu Qayamat ke din usko jarur khush farma denge
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Jo bhi Musalman Ya Insaan (ya banda) Subah Sham yh kalimat kahe

رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيًّا
Radaitu billahi Rabban wa bil-islami dinan wa bi Muhammadin Nabiyyan 

Toh Allah Subhanahu Qayamat ke din usko zarur khush farma denge

Tarjumah: Main raazi hu Allah ke RABB hone par, aur Muhammad Sallallahu Alaihi wasallam ke NABI hone par

Sunan Ibn Majah, Jild3, 751- Hasan
Sahih Ibn Hibban, 870-Hasan
-----------
نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب کوئی مسلمان یا کوئی آدمی یا کوئی بندہ صبح و شام یہ کہتا ہے 
رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيًّا
میں راضی ہوں اللہ کے رب ہونے، اسلام کے دین ہونے، اور محمد صلی اللہ علیہ وسلم کے نبی ہونے سے تو اللہ تعالیٰ قیامت کے دن اس کو ضرور خوش فرما دینگے 
-----
Hadith: The one who says below dua in the morning and evening he will have a promise from Allah to make him pleased on the Day of Resurrection
-----
The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said: "Any Muslim or Any person or Any slave (of Allah) who says in the morning and evening
رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيًّا
Radaitu billahi Rabban wa bil-islami dinan wa bi Muhammadin Nabiyyan

I am Happy with Allah as my Lord, Islam as my Religion and Muhammad Sallallahu Alaihi wasallam as my Prophet. 
"He will have a promise from Allah to make him pleased on the Day of Resurrection"
 
Sunan Ibn Maja, Book 34, 3870- Hasan
Sahih Ibn Hibban, 870






As Salamu Alekum and Walekum As Salam,











Subah bedar hone ki Dua




La ilaha illAllah Muhammedur Rasool-Allah,





Bismillahirrahmannirrahim

لآ اِلَهَ اِلّا اللّهُ مُحَمَّدٌ رَسُوُل اللّهِ

La ilaha illAllah Muhammedur Rasool-Allah
----
Allah ke Siwa koi Ibadat ke layaq nahi aur Muhammed Sallallahu Alaihi wasallam Allah ke Rasool hain
-----
الله کے سوا کوئی عبادت کے لائق نہیں اور محمد صلی اللہ علیہ وسلم الله کے رسول ہیں
-----
There is No God but Allah and Muhammed Sallallahu Alaihi wasallam is the 
Messenger of Allah


As Salamu Alekum and Walekum As Salam image and GIF





Agar tum Allah ke Ehsaan ginna chaho toh inhain poorah gin bhi nahi sakte





Bismillahirrahmannirrahim

وَإِن تَعُدُّوا نِعْمَتَ اللَّهِ لَا تُحْصُوهَا
----
Agar tum Allah ke Ehsaan ginna chaho toh inhain poorah gin bhi nahi sakte
----
اگر تم اللہ کے احسان گننا چاہو تو انہیں پورے گن بھی نہیں سکتے
----
तुम अल्लाह की नेमतो गिनती करना चाहते हो तो गिन नहीं सकते हो 
----
And if you could count the blessings of Allah you would never be able to count them
----
Al Quran: Surah Ibrahim: (14:34)

Pus aap sabar kare, Yaqeenan Allah Subhanahu ka wada sacha hain. Aap ko woh log halka (be sabra) na karen jo yaqeen nahi rakhtay.







Bismillahirrahmannirrahim

فَاصْبِرْ إِنَّ وَعْدَ اللَّـهِ حَقٌّ ۖ وَلَا يَسْتَخِفَّنَّكَ الَّذِينَ لَا يُوقِنُونَ
-----
Pus aap sabar kare, Yaqeenan Allah Subhanahu ka wada sacha hain. Aap ko woh log halka (be sabra) na karen jo yaqeen nahi rakhtay.
-----
پس آپ صبر کریں یقیناً اللہ کا وعده سچا ہے۔ آپ کو وه لوگ ہلکا (بے صبرا) نہ کریں جویقین نہیں رکھتے
----
So be patient. Surely Allah's promise is true, and let not the disbelievers shake your firmness, [in faith]. 
-----
Al Quran Surah Ar Rum: (30:60)

Jo Allah Subhanabu per Eman laye Allah Subhanahu uss ke dil ko hidayat deta hain




Bismillahirrahmannirrahim

وَ مَنۡ یُّؤۡمِنۡۢ بِاللّٰہِ یَہۡدِ قَلۡبَہٗ
----
Jo Allah Subhanabu per Eman laye Allah Subhanahu uss ke dil ko hidayat deta hain
----
 اور جو اللہ پر ایمان لائے اللہ اس کے دل کو ہدایت فرمادے گا
----
And whoever believes in Allah - He will guide his heart.
----
Al Quran: (64:11)

Allah Subhanahu ke nazdeek Deen srif Islam hain



Bismillahirrahmannirrahim

إِنَّ الدِّينَ عِندَ اللّٰہِ الْإِسْلَامُ
------
Allah Subhanahu ke nazdeek Deen srif Islam hain
------
The true Religion with Allah is Islam.
------
اللہ کے نزدیک دین صرف اسلام ہے 
------
Surah Ale Imran: (03:19)




Yaqeenan nekiyan burayion ko door ker deti hain.







Bismillahirrahmannirrahim

اِنَّ الۡحَسَنٰتِ یُذۡہِبۡنَ السَّیِّاٰتِ
----
Yaqeenan nekiyan burayion ko door ker deti hain.
-----
یقیناً نیکیاں برائیوں کو دور کر دیتی ہیں
-----
Surely Good Deeds take away Evil Deeds
-----
Surah Hood: (11:114)

Aur jo shaks Allah Subhanahu se darta hain Allah Subahnahu uss ke liye chutkaray ki shakal nikal deta hain.





Bismillahirrahmannirrahim

وَمَن يَتَّقِ اللَّـهَ يَجْعَل لَّهُ مَخْرَجًا
-----
Aur jo shaks Allah Subhanahu se darta hain Allah Subahnahu uss ke liye chutkaray ki shakal nikal deta hain.
-----
اور جو شخص اللہ سے ڈرتا ہے اللہ اس کے لیے چھٹکارے کی شکل نکال دیتا ہے
-----
And whoever fears Allah - He will make for him a way out
-----
Al Quran: Surat ut Talaq (65:02)

Eh RABB Maine apne aap par bahut zulm kiya hai tu mujhe baksh de




Bismillahirrahmanirrahim

رَبِّ إِنِّي ظَلَمْتُ نَفْسِي فَاغْفِرْ لِي
----
Eh RABB Maine apne aap par bahut zulm kiya hai tu mujhe baksh de
----
اے رب میں نے اپنے آپ پر بہت ظلم کیا ہے تو مجھے بخش دے
----
My lord verily, I have wronged myself so forgive me
----
Surah Al-Qasas: (28:16)

Eh Mere RABB tu meri taraf jo bhalayee Nazil farmata hai main uska Mohtaj hu




Bismilahirrahmanirrahim

رَبِّ إِنِّي لِمَا أَنزَلْتَ إِلَيَّ مِنْ خَيْرٍ فَقِيرٌ
-----
Eh Mere RABB tu meri taraf jo bhalayee Nazil farmata hai main uska Mohtaj hu
-----
اے میرے رب تو میری طرف جو بھلائی نازل فرماتا ہے  میں اس کا محتاج ہوں
-----
My Lord  truly, I am in need of whatever good (blessings) that You bestow on me
----
Surah Al Qasas: (28:24)

Kiya Insan ye khayal karta hain ke hum uss ki hadiyan jama karengay he nahi Haan zaroor karengay hum to Qadir hain ke usski por por tak durust kardein





Bismillahirrahmannirrahim

 أَيَحْسَبُ الْإِنسَانُ أَلَّن نَّجْمَعَ عِظَامَهُ
بَلَىٰ قَادِرِينَ عَلَىٰ أَن نُّسَوِّيَ بَنَانَهُ
------
Kiya Insan ye khayal karta hain ke hum uss ki hadiyan jama karengay he nahi
Haan zaroor karengay hum to Qadir hain ke usski por por tak durust kardein 
--------
کیا انسان یہ خیال کرتا ہے کہ ہم اس کی ہڈیاں جمع کریں گے ہی نہیں
ہاں ضرور کریں گے ہم تو قادر ہیں کہ اس کی پور پور تک درست کردیں
------
Does man think that We will not assemble his bones?
Yes. [We are] Able [even] to proportion his fingertips.
------
Al Quran: (75) Surat Ul Qiyama (Aayat # 3,4)

Ehsan ka badla Ehsan ke siwa kiya hain.





Bismillahirrahmannirrahim

هَلْ جَزَاءُ الْإِحْسَانِ إِلَّا الْإِحْسَانُ
------
Ehsan ka badla Ehsan ke siwa kiya hain.
------
احسان کا بدلہ احسان کے سوا کیا ہے
-----
Is the reward for good [anything] but good?
------
Al Quran: Surat Ur Rehman (55: 60)

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...