❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Inmein se kis waqt Rasool-Allah Sallalahu Alaihi
wasallam ka chehra Mubarak per darr mehsoos huwa karta tha?
A: Azab e Qabr ka zikr karte waqt
B: Janaze ko dehk kar
C: Tez barish ko dehk kar
D: Tez hawa ko dehk kar
E: Suraj Grahan ke baad
F: Dusmano ko dehk kar (jung ke waqt)
G: Jibraiel Alahi Salam ko dehk kar jab wo wahi laate
H: In mein se koi nahi
I: Sahi Jawab ka Intezaar
Sahih Jawab – D✅
Reference📚
Jab taiz hawa chalti to Nabi Kareem Sallalahu Alaihi
wasallam ke chehra Mubarak par darr mehsoos hota tha.
----------
Narrated Anas: Whenever a strong wind blew, anxiety appeared
on the face of the Prophet (fearing that wind might be a sign of Allah's
wrath).
-----------
جب تیز
ہوا چلتی تو
نبی کریم صلی
اللہ علیہ وسلم کے
چہرہ مبارک پر ڈر
محسوس ہوتا تھا۔
------------
Sahih Hadees
Sahih Bukhari Hadees # 1034
No comments:
Post a Comment