❗Only-Quran-Hadith Quiz❗
Sawal: Kaunse Amal karne par Farishte se kaha jata hai bande
ki hikmat kum kar doh ?
A: Geebat
B: Wada khilafi
C: Chori
D: Napaki
E: Bakheel
F: Buzdil
G: Sakht Mizaaj
H: In mein se koi nahi
I: Sahi Jawab ka Intezaar?
Sahi jawab - H (Takabbur) ✅
----------
عَنِ ابْنِ عَبَّاسٍ عَنْ
رَسُولِ اللهِ صلی
اللہ علیہ وآلہ وسلم
قَالَ: مَا مِنْ آدَمِيٍّ
إِلا فِي رَأْسِهِ حِكْمَةٌ
بِيَدِ المَلَكِ ، فَإِذَا
تَوَاضَعَ قِيلَ لِلْمَلَكِ: ارْفَعْ
حِكْمَتَهُ ، وَإِذَا
تَكَبَّرَ قِيلَ لِلْمَلَكِ: ضَعْ
حِكْمَتَهُ
----------
Abdullah bin abbas Radi Allanhu anhu se rivayat hai ki
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya har shakhs ke sir mein
hikmat hoti hai jo ek farishte ke haath mein hoti hai , jab wo banda aajizi
ikhtiyar karta hai to farishte se kaha jata hai ki uski hikmat ko badha do aur
jab wo takabbur karta hai to farishte se kaha jata hai ki uski hikmat mein kami
kar do
Al-Silsila-tus-Sahiha , 2133
AT-Tabrani Al-Kabir, 12939-Hasan
---------------
Narrated Jabir bin Abdullah Radi Allahu Anhu Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi Wasallam
said Every person has wisdom in their
head that is in the hand of an angel. When the person is humble, the angel is
told (by Allah), increase the person's wisdom and when the person is
arrogant the angel is told (by
Allah), decrease the person's wisdom
Al-Silsila-tus-Sahiha , 2133
AT-Tabrani Al-Kabir, 12939-Hasan
No comments:
Post a Comment