Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Thursday, 30 January 2020

Ye dua kisne ki thi Eh Allah! agar ye kalam teri taraf se waqaye haq hai to hum par aasman se patthar barsa de ya phir koi aur he azab le aa.



Only-Quran-Hadith-Quiz


Do sawal hai!

Sawal: Ye dua kisne ki thi Eh Allah! agar ye kalam teri taraf se waqaye haq hai to hum par aasman se patthar barsa de ya phir koi aur he azab le aa.

A. Aamer Bin Fohaira Radi Allahu anhu
B. Ibne Daghna
C. Abdullah Abi Salool
D. Abu Sufiyan Radi Allahu anhu
E. Dahya Kalbi Radi Allahu anhu
F. In mai se koi nahi

G. Sahi Jawab ka Intezaar

Sawal: Isper Allah Subhanahu ne kuch aayat nazil farmaye wo aayat kaunse surah ki hai?

A. Surah-Al-Baqara
B. Surah-Al-Nas
C. Surah-Al-Hajj
D. Surah-Ale-Imran
E. Surah-Al-Anfal
F. In mai se koi nahi

G. Sahi jawab ka intezar hai


Sahi Jawab - FE

Reference📚:

Abu Jahal ne kaha tha ke Eh Allah agar yh qalaam teri taraf se waqai haq hai toh hum par Aasman se pathar barsa de ya phir koi aur hi azaab le aa is par yeh aayat nazil huwi «وما كان الله ليعذبهم وأنت فيهم وما كان الله معذبهم وهم يستغفرون * وما لهم أن لا يعذبهم الله وهم يصدون عن المسجد الحرام‏» (Surah Al-Anfal Ayat No. 32/33)
Halake Allah aisa nahi karega ke inhen azaab de is haal mein ke aap un mein mojood hon aur nah Allah un par azaab laaye ga is haal mein ke woh astaghfar kar rahe ho un logon ko Allah kyun nah azaab kere jin ka haal yeh hai ke woh masjid Al Haram se roktay hain.
------------
حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ النَّضْرِ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا عُبَيْدُ اللَّهِ بْنُ مُعَاذٍ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا أَبِي، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا شُعْبَةُ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ عَبْدِ الْحَمِيدِ صَاحِبِ الزِّيَادِيِّ، ‏‏‏‏‏‏سَمِعَ أَنَسَ بْنَ مَالِكٍ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ أَبُو جَهْلٍ:‏‏‏‏ ""اللَّهُمَّ إِنْ كَانَ هَذَا هُوَ الْحَقَّ مِنْ عِنْدِكَ، ‏‏‏‏‏‏فَأَمْطِرْ عَلَيْنَا حِجَارَةً مِنَ السَّمَاءِ أَوِ ائْتِنَا بِعَذَابٍ أَلِيمٍ""، ‏‏‏‏‏‏فَنَزَلَتْ وَمَا كَانَ اللَّهُ لِيُعَذِّبَهُمْ وَأَنْتَ فِيهِمْ وَمَا كَانَ اللَّهُ مُعَذِّبَهُمْ وَهُمْ يَسْتَغْفِرُونَ ‏‏‏‏ 33 ‏‏‏‏ وَمَا لَهُمْ أَلَّا يُعَذِّبَهُمُ اللَّهُ وَهُمْ يَصُدُّونَ عَنِ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ سورة الأنفال آية 32-33.
-------------
 Narrated Anas bin Malik: Abu Jahl said,   O Allah! If this (Qur'an) is indeed the Truth from You), then rain down on us a shower of stones from the sky or bring on us a painful punishment.   So there was revealed:-- 'But Allah would not punish them while you (Muhammad) were amongst them, nor will He punish them while they seek (Allah's) Forgiveness. And why Allah should not punish them while they stop (men) from Al-Masjid-al-Haram ..' (8.32-33)
--------------
 ابوجہل نے کہا تھا کہ اے اللہ! اگر یہ کلام تیری طرف سے واقعی حق ہے تو ہم پر آسمان سے پتھر برسا دے یا پھر کوئی اور ہی عذاب لے آ۔ اس پر یہ آیت نازل ہوئی «وما كان الله ليعذبهم وأنت فيهم وما كان الله معذبهم وهم يستغفرون * وما لهم أن لا يعذبهم الله وهم يصدون عن المسجد الحرام‏» ”حالانکہ اللہ ایسا نہیں کرے گا کہ انہیں عذاب دے اس حال میں کہ آپ ان میں موجود ہوں اور نہ اللہ ان پر عذاب لائے گا۔ اس حال میں کہ وہ استغفار کر رہے ہوں۔ ان لوگوں کو اللہ کیوں نہ عذاب کرے جن کا حال یہ ہے کہ وہ مسجد الحرام سے روکتے ہیں۔آخر آیت تک۔
-------------
Sahih Hadees
Sahih Bukhari Hadees # 4649

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...