❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Kaunse shaqs ke liye farmaya gaya hai ke wo nifaq ke
ek kisam per mara?
A: Jisne kabhi Sila Rahmi nahi ki
B: Jisne kabhi dil se La ilaha illAllah nahi padha
C: Jisne Rasool-Allah Sallalahu Alaihi Wasallam ko akahri
Nabi nahi mana
D: Jisne kisi museebat mein mubtala musalman ki madad nahi
ki
E: Jisne kabhi jamat se namaz adda nahi ki
F: Jisne kabhi Jihad nahi kiya na he kabhi Jihad karne ki
niyat ki
G: In mein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka Intezaar?
Sahi Jawab - F✅
Reference📚:
Nabi Akram Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs
maar gaya aur is ne nah Jihaad kiya aur na he kabhi is ki niyat ki to woh nifaq
ki qismoh mein se ek qisam par mara
-------
Abu Hurairah reported the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam
as saying “He who dies without having fought or having felt fighting (against
the infidels) to be his duty will die guilty of a kind of hypocrisy. ”
---------
نبی اکرم صلی
اللہ علیہ وسلم نے
فرمایا: جو
شخص مر گیا
اور اس نے
نہ جہاد کیا
اور نہ ہی
کبھی اس کی
نیت کی تو
وہ نفاق کی
قسموں میں سے ایک
قسم پر مرا
۔
-------
Sahih Hadees
Sunnan e Abu Dawood Hadees #
2502
No comments:
Post a Comment