❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Kabira gunah inmein se kisko kaha gaya hai?
A: Nikah na karna
B: Allah ki rahmat se na ummed hona
C: Lagatar roze rakhna
D: Be zuban janwar par zulm karna
E: Juma ke din roza rakhna
F: Padosi ko takleef dena
G: In mein se koi nahi
H. Sahi jawab ka intezar hai
Sahi Jawab - B✅
📚Reference:
Abdullah Bin Abbas RadiAllahu Anhu se rivayat hai ke ek admi
ne kaha Eh Allah ke Rasool (ﷺ)
Kabair kya hai? Aap (ﷺ)
ne farmaya Allah Subhanahu ke saath shirk karna Allah Subhanahu ki Rahmat se na
ummed hona aur Allah Subhanahu ki Rahmat se mayus hona
----------------
عبداللہ بن عباس
رضی اللہ عنہما
سے مروی ہے
كہ ایك آدمی
نے كہا: اے
اللہ كے رسول
كبائر كیا ہیں؟ آپ صلی
اللہ علیہ وسلم نے
فرمایا: اللہ كے ساتھ
شرك كرنا اللہ
كی رحمت سے
نا امید ہونا،
اور اللہ كی
رحمت سے مایوس
ہونا۔
-----------------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees #
1050
No comments:
Post a Comment