Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 25 November 2020

Surah An-Nasr with Roman English urdu tarjuma



Bismillahirrahmannirrahim

Surah An-Nasr

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ

1)إِذَا جَاءَ نَصْرُ اللَّهِ وَالْفَتْحُ
2)وَرَأَيْتَ النَّاسَ يَدْخُلُونَ فِي دِينِ اللَّهِ أَفْوَاجًا
3)فَسَبِّحْ بِحَمْدِ رَبِّكَ وَاسْتَغْفِرْهُ ۚ إِنَّهُ كَانَ تَوَّابًا
------
1) Jab Allah Subhanahu ki madad aa jaye aur fatah Naseeb hojaye
2)aur (Eh Nabi Salllallahu Alaihi wasallam) tum dekh lo ke log fauj dar fauj Allah ke deen mein daakhil ho rahe hain
3) to apne RABB ki hamd ke saath uss ki tasbeeh karo, aur uss se maghfirat ki dua mango, beshak wo bada tauba qubool karne wala hain.
-----
1) جب اللہ کی مدد آ جائے اور فتح نصیب ہو جائے
2) اور (اے نبیؐ) تم دیکھ لو کہ لوگ فوج در فوج اللہ کے دین میں داخل ہو رہے ہیں 
3) تو اپنے رب کی حمد کے ساتھ اُس کی تسبیح کرو، اور اُس سے مغفرت کی دعا مانگو، بے شک وہ بڑا توبہ قبول کرنے والا ہے
----
1) When the victory of Allah has come and the conquest, 
2) And you see the people entering into the religion of Allah in multitudes,
3)Then exalt [Him] with praise of your Lord and ask forgiveness of Him. Indeed, He is ever Accepting of repentance.
-----
Al Quran - Surah An-Nasr - 110


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...