Bismillahirahmanirrahim
Surah Al-Qadr
-------
إِنَّا أَنزَلْنَاهُ فِي لَيْلَةِ الْقَدْرِ
Beshak humne iss (Quran ) ko Shab e Qadr mai nazil Kiya hai
Indeed, We sent the Qur'an down during the Night of Decree.
-----
وَمَا أَدْرَاكَ مَا لَيْلَةُ الْقَدْرِ
Aur tum kya jano Shab e Qadr kya hai
And what can make you know what is the Night of Decree?
----
لَيْلَةُ الْقَدْرِ خَيْرٌ مِّنْ أَلْفِ شَهْرٍ
Shab e Qadr hazar mahino se behtar hai
The Night of Decree is better than a thousand months.
----
تَنَزَّلُ الْمَلَائِكَةُ وَالرُّوحُ فِيهَا بِإِذْنِ رَبِّهِم مِّن كُلِّ أَمْرٍ
Farishtein aur rooh (Jibrail Alahih Salam) usmain apne RABB ke izan se har hukum le Kar nazil hote hai
The angels and the Spirit descend therein by permission of their Lord for every matter.
----
سَلَامٌ هِيَ حَتَّى مَطْلَعِ الْفَجْرِ
Wo Raat salamati wali hai tulu e Fajr tak ( Subha roshan hone tak
Peace it is until the emergence of dawn.
Surah Al-Qadr (97) (1-5)
No comments:
Post a Comment