Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 25 November 2020

Sabse ziyada fazeelat wali neki La illaha IllAllah kehna hain




Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Sabse ziyada fazeelat wali neki La illaha IllAllah kehna hain
--------
Sayedna Abu Zar RadiAllahu Anhu se rivayat hain wo kehte hai ke mein ne kaha Eh Allah ke Rasool Sallallahu  Alaihi Wasallam apo mujhe wasiyat kariye Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jab buraiee hojaye to iss ke baad neki karo taake wo buraiee ke asar ko mitta de. Mein ne kaha Eh Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi wasallam kya 
La illaha illAllah

لاَ إِلَهَ إِ لاَّ اللَّهُ

bhi neki hain, Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ye to sabse ziyada fazeelat wali neki hain

Musnad Ahmed Hadees # 5423-Sahih
------
 ۔ سیدنا ابو ذر  ‌رضی ‌اللہ ‌عنہ سے مروی ہے، وہ کہتے ہیں: میں نے کہا: اے اللہ کے رسول! آپ مجھے وصیت کریں، آپ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا:  جب برائی ہو جائے تو اس کے بعد نیکی کر، تاکہ وہ برائی کے اثر کو مٹا دے۔  میں نے کہا: اے اللہ کے رسول! کیا لَا اِلٰہَ إِلَّا اللّٰہُ بھی نیکی ہے؟ آپ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم  نے فرمایا:  یہ تو سب سے زیادہ فضیلت والی نیکی ہے۔  
-----
Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: The most virtuous Azkar is saying La illaha IllAllah..
-----
It is narrated on the authority of Abu Dharr RadiAllahu Anhu that he said: I said: O Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam! You make a will for me. The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam said: When evil occurs, do good after it, so that it may remove the effect of evil. I said: O Messenger of Allah Sallallalhu Alaihi wasallam! Is La illaha illAllah also good? He Sallallahu Alaihi wasallam said: This is the most virtuous virtue.
----
Musnad Ahmed Hadees # 5423-Sahih


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...