Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 25 November 2020

Duniya aur Akhirat mein Aafiyat mangne ki Dua



Bismillahirrahmanirrahim

Duniya aur Akhirat mein Aafiyat mangne ki Dua
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo, kyuki yaqeen ke baad aafiyat se behtar koi cheez kisi ko nahi di gayee
Jamia Tirmidhi,Jild 2,1482-Sahih

Ibn Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hain ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne subah aur sham ko ye dua maangna kabhi nahi chorha yani rozana subah aur sham mein isko padha karte they

اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْعَفْوَ وَالْعَافِيَةَ فِي الدُّنْيَا وَالآخِرَةِ

Allahumma inni Asalukal-Afwa Wa Al-Aafiyah fid-dunya wa Al-Aakhirah

Ya Allah main tujhse duniya aur aakhirat mein magfirat aur aafiyat maangta hun.
Sunan Ibn Maja,Jild 3,752-Sahih
-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نےفرمایا: اللہ سے ( گناہوں سے ) عفو و درگزر اور مصیبتوں اور گمراہیوں سے عافیت طلب کرو کیونکہ ایمان و یقین کے بعد کسی بندے کو عافیت سے بہتر کوئی چیز نہیں دی گئی

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم صبح و شام ان دعاؤں کو نہیں چھوڑتے تھے: 

(اللهم إني أسألك العفو والعافية في الدنيا والآخرة)
 اے اللہ! میں تجھ سے دنیا اور آخرت میں عفو اور عافیت کا طالب ہوں
---
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Ask Allah Subahanhu for forgiveness and Al-Aafiyah (well being), because, none has been given anything better than Al-Afiyah after certainty of faith
Jamia Tirmizi,Book 46,3558-Sahih

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam never Left these Dua to recite every morning and every evening 
اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْعَفْوَ وَالْعَافِيَةَ فِي الدُّنْيَا وَالآخِرَةِ
Allahumma inni Asalukal-Afwa Wa Al-Aafiyah fid-dunya wa Al-Aakhirah

O Allah, I ask You for forgiveness and Al-Aafiyah (well-being) in this world and in the Hereafter.
Sunan Ibn Maja, Book 34,3871-Sahih


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...