Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: inn 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah) Takbeer ( Allahu AKbar) , aur tamheed(Alhamdulilah) padha karo..
-------------
Hazrat Abdullah ibn umar Radi allahu anhuma se rivayat hai Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu ke nazdeek koi amal itna mehboob aur ba-azmat nahi jitna wo amal hai jo in das dino (yani Dhul Hijja ke pahle 10 din) mein kiya jaye , isliye tum in das dino mein zyada se zyada Tahleel (La ilaha illAllah) Takbeer ( Allahu AKbar) , aur tamheed (Alhamdulilah) padha karo
Masnad Ahmad, Vol 7 , 224
----
رسول اللہ صلی الله علیه وسلم نے فرمایا الله سبحان تعالیٰ کے نزدیک کوئی عمل اتنا محبوب اور با عزت نہیں جتنا وہ عمل ے جو ان دس دنوں (یعنی ذی الحجہ کے پہلے دس دن ) میں کیے جائیں اسلیے تم ان دس دنوں میں زیادہ سے زیادہ تحلیل (لا إله إلا الله) تکبیر (الله اکبر) اور تمہید (الحمد لله) پڑھا کروں
----
Abdullaah ibn Umar (may Allaah be pleased with him) that the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: “There are no days that are greater before Allaah or in which good deeds are more beloved to Him, than these ten days (of Dhul Hijja)), so recite a great deal of Tahleel (La ilaha illAllah) Takbeer ( Allahu AKbar) , aur tamheed (Alhamdulilah) during them.”
Masnad Ahmad, Vol 7 Hadith: 224
No comments:
Post a Comment