Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday 18 July 2021

Atiya dene ka bayan... 40 khaslaten hain lekin insaan 15 tak bhi nahi pahuch paata

 Bismillahirrahmannirrahim


Hadith: Atiya dene ka bayan... 40 khaslaten hain lekin insaan 15 tak bhi nahi pahuch paata

---------

Rasool Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya: Chaalis (40) khaslaten hain inmein sabse behtar khaslat bakri ka atiya dena hain, jo koi bhi inmein se kisi (khaslat neik kaam) ko sawab ki umeed se aur (Allah ki taraf se) apne se kiye huwe waade ko sach samjh kar karega Allah isse is ki wajah se Jannat mein dakhil karega: Tum ne bakri atiya dene ke elawa bakiya khaslaton amaal saleh ko gunah jaise salam ka jawab dena, cheenk ka jawab dena aur raaste se koi bhi takleef da cheez hata dena wagaira to hum pandra (15) khaslaton tak bhi nahi pahunch sakte

----------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:  چالیس خصلتیں ہیں ان میں سب سے بہتر خصلت بکری کا عطیہ دینا ہے، جو کوئی بھی ان میں سے کسی  ( خصلت نیک کام )  کو ثواب کی امید سے اور  ( اللہ کی طرف سے )  اپنے سے کئے ہوئے وعدے کو سچ سمجھ کر کرے گا اللہ اسے اس کی وجہ سے جنت میں داخل کرے گا۔ ابوداؤد کہتے ہیں: مسدد کی حدیث میں یہ بھی ہے کہ حسان کہتے ہیں: ہم نے بکری عطیہ دینے کے علاوہ بقیہ خصلتوں اعمال صالحہ کو گنا جیسے سلام کا جواب دینا، چھینک کا جواب دینا اور راستے سے کوئی بھی تکلیف دہ چیز ہٹا دینا وغیرہ تو ہم پندرہ خصلتوں تک بھی نہیں پہنچ سکے۔ 

---------

Narrated Abdullah ibn Amr ibn al-As: The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam ‌said: There are forty characteristics; the highest of them is to give a goat on loan (for benefiting from its milk). If any man carries out any of those characteristics with the hope of getting a reward and testifying to the promise for it, Allah will admit him to Paradise for it. Abu Dawud said: In the version of Musaddad, Hassan said: So we counted other characteristics than lending the goat: to return the greeting, to respond to sneezing, and remove things which cause annoyance to the people from their path, and similar other things. We could not reacyh fifteen characteristics.

----------

Sunan Abu Dawood 1683- Sahih

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...