Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday 18 July 2021

Auraton ke liye sakht ehkaam

 Bismillahirrahmannirrahim


Hadith: Auraton ke liye sakht ehkaam 

-----

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ke Aurat ke liye jayaz nahin ke apne shohar ki moujudgi mein us ki ijazat ke bagair (Nafli) Roza rakhe aur Aurat kisiko uske ghar mein us ki marzi ke bagair aane ki ijazat na de aur Aurat jo kuch bhi apne shohar ke maal mein se uski sariha ijazat ke bagair kharch karde to usse bhi uska adha sawab milega.

----

Narrated Abu Huraira: Allah's Apostle said,   It is not lawful for a lady to fast (Nawafil) without the permission of her husband when he is at home; and she should not allow anyone to enter his house except with his permission; and if she spends of his wealth (on charitable purposes) without being ordered by him, he will get half of the reward. 

----

 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ عورت کے لیے جائز نہیں کہ اپنے شوہر کی موجودگی میں اس کی اجازت کے بغیر  ( نفلی )  روزہ رکھے اور عورت کسی کو اس کے گھر میں اس کی مرضی کے بغیر آنے کی اجازت نہ دے اور عورت جو کچھ بھی اپنے شوہر کے مال میں سے اس کی صریح اجازت کے بغیر خرچ کر دے تو اسے بھی اس کا آدھا ثواب ملے گا۔ اس حدیث کو ابوالزناد نے موسیٰ بن ابی عثمان سے بھی اور ان سے ان کے والد نے اور ان سے ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے روایت کیا ہے اور اس میں صرف روزہ کا ہی ذکر ہے۔ 

---

Sahih Bukhari#5195

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...