Bismillahirrahmannirrahim
Kisi Beemari ya Museebat mein mubtala shakhs ko dehk kar padhne ki dua
-----
Hazart Umar Radi Allahu Anhu se riwayat hai ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Jo shakhs kisi ko museebat wa aazmayeesh mein mubtala dehk kar ye kalimat kahey toh wo shakhs us museebat mein kabhi mubatala nahi hoga
الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي عَافَانِي مِمَّا ابْتَلاَكَ بِهِ وَفَضَّلَنِي عَلَى كَثِيرٍ مِمَّنْ خَلَقَ تَفْضِيلاً
Alhamdulillahi Alladhi Aafani Mimmabtalaka bihi wa faddalani Ala kathirin mimman khalaqa tafdila
Tamam tareef us Allah ke liye hain, jisne mujhe iss museebat se nijat di jisme tumhe mubtala kiya aur mujhe apni bahut sari Makhluqat par fazilat di
At-Tabrani, 729, Hasan
Al-Baihiqi, 472- Hasan
------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو شخص کسی شخص کو مصیبت میں مبتلا دیکھے پھر کہے تو اسے یہ مصیبت نہ پہنچے گی
الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي عَافَانِي مِمَّا ابْتَلاَكَ بِهِ وَفَضَّلَنِي عَلَى كَثِيرٍ مِمَّنْ خَلَقَ تَفْضِيلاً
-------
Bismillahirrahmannirrahim
Dua to recite after seeing An Afflicated person by the Disease, Virus or any other Problems
Umar RadiAllahu Anhu narrated that The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam said: Whoever sees an afflicted person then recite below dua he shall not be struck by that afflication.
الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي عَافَانِي مِمَّا ابْتَلاَكَ بِهِ وَفَضَّلَنِي عَلَى كَثِيرٍ مِمَّنْ خَلَقَ تَفْضِيلاً
Alhamdulillahi Alladhi Aafani Mimmabtalaka bihi wa faddalani Ala kathirin mimman khalaqa tafdila
All praise is due to Allah who saved me from that which He has afflicated you, and blessed me greatly over many of those whom He has created.
At-Tabrani, 729, Hasan
Al-Baihiqi, 472- Hasan
No comments:
Post a Comment