Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday, 25 August 2020

Allah Subhanahu ka Zikr aisa Amal hain jo sone chandi kharch karne se bhi behtar hai joh Allah Subhanahu ke nazdeek sabse pakizza aur bulad darje wala Amal hai..







Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Allah Subhanahu ka Zikr aisa Amal hain jo sone chandi kharch karne se bhi behtar hai joh Allah Subhanahu ke nazdeek sabse pakizza aur bulad darje wala Amal hai..
----------
RasoolAllah Sallallahu Alaihi wa sallam ne farmaya kya mai tumhare Rabb ke nazdeek sab se pakiza aur sab se buland darjay walay amal ki khabar na dun? Wo Amal tumhare liye sonay chandi kharch karne se behtar hai. Wo amal tumhare liye is se behtr hai ke tum maidan e jung mai apne dushman se takraao wo tumhari gardanein kaatay aur tum unki yaani jihad Logon ne kaha jee haan Aap Sallallahu Alaihi wa sallam ne farmaya wo Allah SubahnahuTaala ka zikr hai Maaz Bin Jabal RadiAllahu Anhu kehte hain Allah ke zikr se badh kar Allah ke azaab se bachanay wali koi aur cheez nahi hai
-------------------
Abu Ad-Darda [may Allah be pleased with him] narrated that : The Prophet Sallallahu Alaihi wa sallam said: “Should I not inform you of the best of your deed, and the purest of them with your Master, and the highest of them in your ranks, and what is better for you than spending gold and silver, and better for you than meeting your enemy and striking their necks, and they strike your necks?” They said: “Of course.” He said, “The remembrance of Allah [Most High].” [Then] Mu’adh bin Jabal [may Allah be pleased with him] said: “There is nothing that brings more salvation from the punishment of Allah than the remembrance of Allah.”
-----------------
‎رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”کیا میں تمہارے سب سے بہتر اور تمہارے رب کے نزدیک سب سے پاکیزہ اور سب سے بلند درجے والے عمل کی تمہیں خبر نہ دوں؟ وہ عمل تمہارے لیے سونا چاندی خرچ کرنے سے بہتر ہے، وہ عمل تمہارے لیے اس سے بھی بہتر ہے کہ تم ( میدان جنگ میں ) اپنے دشمن سے ٹکراؤ، وہ تمہاری گردنیں کاٹے اور تم ان کی ( یعنی تمہارے جہاد کرنے سے بھی افضل ) “ لوگوں نے کہا: جی ہاں، ( ضرور بتائیے ) آپ نے فرمایا: ”وہ اللہ تعالیٰ کا ذکر ہے“، معاذ بن جبل رضی الله عنہ کہتے ہیں: اللہ کے ذکر سے بڑھ کر اللہ کے عذاب سے بچانے والی کوئی اور چیز نہیں ہے ۱؎۔ امام ترمذی کہتے ہیں: بعض نے یہ حدیث عبداللہ بن سعید اسی طرح اسی سند سے روایت کی ہے، اور بعضوں نے اسے ان سے مرسلاً روایت کیا ہے۔
--------------------
Jami` at-Tirmidhi 3377-Sahih


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...