Bismillahirrahmannirrahim
Hadith: Jahannam ko Allah Subhanahu ne do baar saas lene ki ijazat di...{Sardi ka saans Sardi ki Shiddat aur Garmi ka saans Garmi ki Shiddat hain}
------
Abu Huraira Radi Allahu Anhu se riwayat hai ke Rasool Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jahannum ne apne RABB se shikayat ki aur kehnay lagi mere baaz hissay ne dosray ko kha liya hai to Allah Subhanahu taala ne usay do saans lainay ki ijazat di ek saans sardi mein aur dosra garmi mein, is ka sardi ka saans sardi ki shiddat aur garmi ka saans garmi shiddat hain
--------------
ابو ہریرہرضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جہنم نے اپنے رب سے شکایت کی اور کہنے لگی: میرے بعض حصے نے دوسرے کو کھا لیا ہے تو اللہ تعالیٰ نے اسے دو سانس لینے کی اجازت دی، ایک سانس سردی میں اور دوسرا گرمی میں، اس کا سردی کا سانس سردی کی شدت اور گرمی کا سانس گرمی شدت ہے۔
---------------
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 3092-Sahih
No comments:
Post a Comment