Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday, 24 November 2020

3 martaba Dozakh ki aag se panah mangne ki fazeelat




Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: 3 martaba Dozakh ki aag se panah mangne ki fazeelat
----
Anas bin Malik RadiAllahu Anhu se riwayat hain ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shaks Allah subhanahu se teen martaba Aag se panah mange to aag khud kehti hain "YA ALLAH" isko dozakh ki Aag se bacha
Sunnan e Nisai#5523-Sahih
----
اللَّهُمَّ أَجِرْنِي مِنَ النَّارِ

Allahumma Ajirni Minan Naar 
Allahumma Ajirni Minan Naar 
Allahumma Ajirni Minan Naar 
YA ALLAH mujhe dozakh ki aag se mehfooz farma
------------
حضرت انس بن مالک رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا :’’ جو شخص اللہ تعالیٰ سے تین مرتبہ آگ سے پناہ مانگے تو آگ خود کہتی ہے : یااللہ ! اس کو آگ سے بچا ۔‘‘
----
It was narrated that Anas bin Malik said: The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam said: 'Whoever seeks protection from Hell three times, Hell will say: 'O Allah, protect him from the Fire.' 
----
اللَّهُمَّ أَجِرْنِي مِنَ النَّارِ
Allahumma Ajirni Minan Naar
Allahumma Ajirni Minan Naar
Allahumma Ajirni Minan Naar
O Allah, protect Me from the Hell-Fire
----
Sunnan e Nisai#5523-Sahih
https://youtu.be/GVlmFa9Esck


 

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...