Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday, 24 November 2020

Kasrat se Astagfaar karne wale ki fazeelat

 



Bismillahirrahmannirrahim

Hadith: Kasrat se Astagfaar karne wale ki fazeelat
----
Zubair bin Awwam RadiAllahu Anhu se riwayat hain ke jo shakhs is baat ko pasand karta hai ke is ka Aamaal nama usse achcha lage to woh kasrat se Astagfaar kare
----
أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ
Astagfirullah Al lazi la illaha illa huwa Al Hayyul Qayyum wa atubu Ilaih
------
Main ALLAH se apne gunaho ki Maafi maangta hu jiske siwa koi ibadat ke layaq nahi, Jo Zinda aur hamesha rahne wala hain aur Main ussi ki taraf Tauba karta hu
---
زبیر بن عوام‌رضی اللہ عنہ  سے مرفوعا مروی ہے کہ: جو شخص اس بات کو پسند کرتا ہے کہ اس کا اعمال نامہ اسے اچھا لگے تو وہ کثرت سے استغفار کرے
----
Al-Silsila-tus-Sahiha#2945-Sahih


No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...