❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Momeen ke khatao ka kaffara kya hain
A: Sadqa dena
B: Muskurana
C: Maaf karna
D: Musafa karna
E: Salam karna
F: Beemari
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka Intezaar
**************
Sahi Jawab - F✅
Reference📚:
--------
Abu Hurraira RadiAllahu Anhu kehte hai ki mein ne Rasool-Allah Salalahu Alaihi Wasallam se sunna farma rahe thy Momeen ki Beemari iss ki khatao ka kaffara hai.
------
ابوہریرہ رضی اﷲ عنہ کہتے ہیں کہ میں نے رسول اﷲ ﷺ سے سنا فرما رہے تھے: مؤمن کی بیماری اس کی خطاؤں کا کفارہ ہے۔
------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 3323
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirahmanirrahim Wa antum fa JazakAllahu khairan --- Aur aapko bhi Allah aapko bhi achcha Sila ataa farmaye --- And you ...
-
Bismillahirrahmanirrahim Jannat kahti hai ki YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma ----------------- Rasool-Al...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirrahmannirrahim اللَّهُمَّ اسْتُرْ عَوْرَتِي وَآمِنْ رَوْعَاتِي Allahummastur awrati, wa amin raw'ati ----- Eh Allah Mere A...
No comments:
Post a Comment