❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Kaunse se shaqs par ziyada dair tak nazar dalne se Rasool-Allah Sallalahu Alaihi Wasallam ne mana farmaya?
A: buto par (Idols par)
B: Madad maangne wale par
C: Juzam wala mareez
D: Jisko buri nazar lagti ho us par
E: Qarzdaar par
F: Mussebat mein mubtila shaqs
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka Intezaar
*****************
Sahi Jawab - C✅
Reference📚:
------
Syedna Abdullah bin Abbas RadiAllahu Anhu bayan karte hain ke Nabi Kareem Salalahu Alaihi WaSallam ne farmaya : Juzam zada Mareezon par ziyada der tak nazar nah dala karo.
-----
۔ سیدنا عبد اللہ بن عباس رضی اللہ عنہما بیان کرتے ہیں کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا: جذام زدہ مریضوں پر زیادہ دیر تک نظر نہ ڈالا کرو۔
------
Sahih Hadees
Musnad Ahmed Hadees # 7763
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirahmanirrahim Wa antum fa JazakAllahu khairan --- Aur aapko bhi Allah aapko bhi achcha Sila ataa farmaye --- And you ...
-
Bismillahirrahmanirrahim Jannat kahti hai ki YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma ----------------- Rasool-Al...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirrahmannirrahim اللَّهُمَّ اسْتُرْ عَوْرَتِي وَآمِنْ رَوْعَاتِي Allahummastur awrati, wa amin raw'ati ----- Eh Allah Mere A...
No comments:
Post a Comment