❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Allah Subhanahu Momin ki neki ke baare mein zulm nahi karta aur usko iska sila duniya mein kaise deta hain?
A: Rizq
B: Aulad
C: Izzat
D: Sehat
E: Nikah
F: Baarish
G: In mein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka Intezaar?
******************
Sahi Jawab - A✅
Reference📚:
Hadith: Momin ki Neki ke badle Duniya mein usse Rizq pahochaya jata hai aur Akhirat mein bhi iska badla diya jayega
--------
Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wa Sallam ne farmaya : Allah Subhanhau Ta'ala Momin ki Neki ke baare mein Zulm nahi karta. Duniya mein bhi iske badle usse Rizq pahochaya jata hai aur Akhirat mein bhi iska badla diya jayega . jabke Kafir ko iski nekiyo ke badle ( jo is ne Allah ke liye Amal kiye hunge ) duniya mein badla de diya jata hai, jab wo Allah Subahnahu se mulaqaat karega to iski aisi koi neki nahi hogi jiske badle usse ajar diya jaye
--------
انسرضی اللہ عنہ سے مروی ہے كہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اللہ تعالیٰ مومن كی نیكی كے بارے میں ظلم نہیں كرتا ۔ دنیا میں بھی اس كے بدلے اسے رزق پہنچایا جاتا ہے اور آخرت میں بھی اس كا بدلہ دیا جائے گا۔ جب كہ كافر كو اس كی نیكیوں كے بدلے( جو اس نے اللہ كے لئے عمل كئے ہونگے)دنیا میں بدلہ دے دیا جاتا ہے، جب وہ اللہ سے ملاقات كرے گا تو اس كی ایسی كوئی نیكی نہیں ہوگی جس كے بدلے اسے اجر دیا جائے۔
---------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 3647
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirrahmanirrahim Jannat kahti hai ki YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma ----------------- Rasool-Al...
-
Bismillahirahmanirrahim Wa antum fa JazakAllahu khairan --- Aur aapko bhi Allah aapko bhi achcha Sila ataa farmaye --- And you ...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirrahmannirrahim اللَّهُمَّ اسْتُرْ عَوْرَتِي وَآمِنْ رَوْعَاتِي Allahummastur awrati, wa amin raw'ati ----- Eh Allah Mere A...
No comments:
Post a Comment