Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday 11 February 2020

inmein se kaun se kalimaat ke zariye se Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam Hifazat aur Aafiyat ki dua kiya karte thy

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawal: inmein se kaun se kalimaat ke zariye se Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam Hifazat aur Aafiyat ki dua kiya karte thy?

A: Allahumma Agfirli Wa tub Alayya Innaka Antat-Tawwabul-Gafoor
B: Adhhibil basa, Rabban Naas, Washfi Antash-shafi, La Shifa’a illa shifa’uka Shifa’an La Yughadiru Saqama
C: Allahumma inni Asaluka An Taj'al Kulla Qada'in Qadaytahu Li Khairan
D: Allahumma inni Asalukal-Afwa Wa Al-Aafiyah fid-dunya wa Al-Aakhirah
E: A’oodhu Bikalimatillahi-Tammatti Min Kulli Shaytaanin Wa Hammatin Wamin Kulli ‘Aynin Lammatin
F: Allahumma inni Aawuzubika an Ushrika Bika WA Ana Aalam, Wa Astagfiruka Limaa Laa Aalam
G: Inmein se koi nahi

H: Sahi Jawab ka Intezaar

**************

Sahi Jawab - B✅

Reference📚:
-----------------
Nabi Akram Sallallahu Alaihi wasallam un kalimaat ke zariya hifazat o Aafiyat ki dua karte thy « أَذْهِبِ الْبَاسَ رَبَّ النَّاسِ ‏وَاشْفِ أَنْتَ الشَّافِي لاَ شِفَاءَ إِلاَّ شِفَاؤُكَ شِفَاءً لاَ يُغَادِرُ سَقَمًا» Adhhibil basa, Rabban Naas, Washfi Antash-shafi, La Shifa’a illa shifa’uka Shifa’an La Yughadiru Saqama..Eh logon ke RABB! Beemari durr kar de, aur Shifa de, tu he Shifa dene wala hai, Shifa to bas teri hi Shifa hai, tu aisi Shifa inayat farma ke koi beemari baqi nah rahe. Jab Aap Sallallahu Alaihi wasallam ki woh beemari sakht ho gayi jis mein Aap ka inteqaal huwa, to Mein Aap ka haath pakar kar Aap ke jism par pharti thi, aur yeh kalmaat kehti jati thi, to Aap Sallallahu Alaihi wasallam ny apna haath mere haath se nikaal liya, aur farmaya :«اللهم اغفر لي وألحقني بالرفيق الأعلى» Eh Allah ! Mujhe bakhash de, aur Rafeeqe aala se mila de yahi aakhri kalma tha jo mein ny Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam se suna.
---------------
It was narrated that ‘Aishah said: “The Prophet (ﷺ) used to seek refuge using the following words: ‘Adhhibil-ba’s, Rabbin-nas, washfi Antash-shafi, la shifa’a illa shifa’uka, shifa’an la yughadiru saqaman (Take away the affliction, O Lord of mankind, and grant healing, for You are the Healer and there is no healing that leaves no sickness).’ When the Prophet (ﷺ) fell sick with the sickness that would be his last, I took his hand and wiped it over his body and recited these words. He withdrew his hand from mine and said: ‘O Allah, forgive me and let me meet the exalted companions (i.e., those who occupy high positions in Paradise).’ Those were the last words of his that I heard.”
---------------
Sahih Hadees
Sunnan e Ibn e Maja Hadees # 1619

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...