❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
2nd aur 3rd sawal mein jawab ek se zaiyada hain!
Sawal: Mahfhum e hadith ke mutabiq - Ek baar ek sahabi Rasool-Allah SallahuAllahi waSallam ke pass aaye aur kaha iss deen par kis shaqs ne apki pairwi ki aur islam aur eman kya hain
1. Deen per kis shaqs ne pairwi ki
2. Islam kya hain (jawab ek se zaida hai)
3. Eman kya hain (Jawab ek se zaida hai)
-----------
A: Mard, Aurat Budhe
B: Azad aur Gulam
C: Khamosh rehna
D: Sabr karna
E: Zuban ki hifazt karna
F: Darguzar karna
G: Umdah baat karna
H: Gussa nahi karna
I: Khana khilana
J: Sahi Jawab ka Intezaar
*****************************
Sahi Jawab - 1B, 2GI, 3DF✅
Reference 📚:
---------
Umro bin Absha RadiAllahu Anhu se riwayat hain ke Raool-Allah SallaAllahu Aalahi WaSallam ke pass aaya aur kaha Eh Allah ke Rasool Sallahu Aalahi waSallam is deen par kis shaksh ne app ki pairwi ki hain? Aap ne farmaya Azad aur ghulam ne mein ne kaha Islam kya hain? Aap ne farmaya umdah baat karna aur khana khilana mein ne poocha Emaan kya hain? Aap ne farmaya Sabr aur darguzar.
--------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 3343
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
La Ilaha IllAllah
Monday, 20 January 2020
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada
❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 947❗ Sawal: Inmein se kaunsi qasam khane par is ki neki ye hain ke usay pura na karen A: rizaq B: qata rehmi C: ...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Ye Kalme tammam kalimaat se behtar hain --------- Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Chaar...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...
-
Bismillahirahmanirrahim اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّد Allahumma Salli Ala Muhammed ----- Eh Allah Rahmat nazil farma...
-
Bismillahirahmanirrahim وَمَا كَانَ اللَّهُ مُعَذِّبَهُمْ وَهُمْ يَسْتَغْفِرُونَ ---- Aur Allah inhen Azaab karne wala nah...
-
Bismillahirrahmanirrahim Shab-e-Qadr ki dua اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي ------ Aisha Radi Allahu Anha ne far...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz 946❗ Sawal: wo kaunsa amal hai jiske karne wale ke liye farmaya gaya hai ke wo sood ke bade darwaze mein dakhil hog...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Momeen ke liye Wo kya hai jis ka hissa usse duniya mein mil jaata hai aur akhirat mein wo mehfooz hojata hai...
No comments:
Post a Comment