❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Kaunse sahabi ne ye kaha ke "Isi liye mai kahta ho ke jo hone wala hai isey likh kar qalam khushk ho chuka hain."
A: Noman bin Bashir RadiAllahu Anhu
B: Anas RadiAllahu Anhu
C: Usman Radi Allahu Anhu
D: Abu zarr RadiAllahu Anhu
E: Abu khafa RadiAllahu ANhu
F: Abu Bakr Radi Allahu Anhu
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka Intezaar
Note: Agar Jawab G hai toh apna jawab likhiye
******************************
Sahi Jawab - G✅ (Abdullah Bin Umro RadiAllahu Anhu
Reference📚:
-----------
Abdullah bin umro bin Aas RadiAllahu Anhuma se riwayat hai ke Allah Subahnahu ne makhlooq ko andhere mein paida farmaya aur un par apna Noor daal diya to jis shakhs taq yeh noor poanch gaya woh hidayat pa gaya aur jis taq nahi pahoncha woh gumraah hogaya. Abdullah RadiAllahu Anhu ne kaha: isi liye mein kehta hon ke jo hone wala hai usse likh kar qalam khushk ho chuka hain.
--------
عبداللہ بن عمرو بن عاص رضی اللہ عنہما سے مرفوعا مروی ہے کہ اللہ تعالیٰ نے مخلوق کو اندھیرے میں پیدا فرمایا: اور ان پر اپنا نورڈالا تو جس شخص تک یہ نور پہنچ گیا وہ ہدایت پاگیا اور جس تک نہیں پہنچا وہ گمراہ ہوگیا۔ عبداللہ رضی اللہ عنہ نے کہا: اسی لئے میں کہتا ہوں کہ: جو ہونے والا ہے اسے لکھ کر قلم خشک ہو چکا ہے۔
-----
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 3106
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images

La Ilaha IllAllah
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...

-
السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ Aap par Salamati ho aur Allah ki taraf se Rehmatein aur uski Barkat...
-
❗Only-Quran-Hadith Quiz❗ Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam se ek shakhs ne arz kiya ke wo safar per nikalne ka irada kar raha...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam kasrat se yh dua padha karte يَا مُقَلِّبَ الْقُلُوبِ ثَبِّتْ قَلْ...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Ek janwar ke saath kisi ne aisa sulook kiya ke jahannum mein usse azab diya ja raha tha aur us janwar ne bhi us ko...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ko na duniya se matlab tha aur na he usse koi talluq kuynke... --...
-
Bismillahirrahmanirrahim اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي وَارْحَمْنِي وَعَافِنِي وَارْزُقْنِي ...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Jawab ek se zaiyda hain! Sawal: Qayamat ke din wo kaun log honge jo Nabi Sallahu Alahi waSallam se sabse zaiyda...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Wo log jinko Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki shaffat fahida nahi dengi ----- Abu Amama RadiAlla...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke baad kisi ka Nabi hona muqaddar mein hota to kaun hota A: Hasan ...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz 814❗ Sawal: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne kin sahabi ke liye farmaye ke imaan ko unke jodon tak bhar d...
No comments:
Post a Comment