❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sahi Milan kijiye
1. Aankh ka Zina
2. Zuban ka Zina
3. Dil ka Zina
--------------
A: Bure khayalat
B: Gair mahram se baat karna
C: Gair mahram ke saath safar karna
D: Gair mahram ko dekhna
E: kisi ko Gali galoch karna
F: Khawahish aur Shahwat
G: Gair mahram mard aur aurat tanhayee mein ho
H: Sahi Jawab ka Intezaar
***************************
Sahi Jawab - 1D/2B/3F✅
Reference📚:
---------
Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Nabee Kareem Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ki Allah Subhanahu ne Insaan ke liye Zina ka koi na koi hissa likh diya hai, jis sey usey kisi bhi tarah ( na chahte huye bhi) Guzarna hai,islitiye isliye Aankh ka Zina ( Gair mahram ko) dekhna hai, Zuban ka Zina Gair Mahram se baat karna hai, Dil ka zina khwahish aur Shahwat hai aur Sharmgaah iski tasdeeq karti hai ya isey jhutla deti hai
-----
{Sahih Bukhari, Vol 8, 6612}
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
La Ilaha IllAllah
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada
❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Mahfhum mukammal kijiye ...Afzal Ibadat kya hain A: Sadqa dena B: Sila Rehami C: Sabr karna D: ilm hasil ka...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Jawab ek se ziada hain! Sawal: Inmein se wo kaun kaun si cheezain hai jo Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ko...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ In duaon ko unki fazilat se sahi milan kijiye 1. بسم الله وعلى ملة رسول الله 2. الْحَمْدُ للهِ الَّذِي أَحْيَا...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Miya aur Biwi ki misaal baahum (mil kar) Mohabbat karne wale ki tarhan hain ---- Hazrat Ibn Abbas RadiAll...
-
Bismillahirrahmanirrahim رَبَّنَا اغْفِرْ لِي وَلِوَالِدَيَّ وَلِلْمُؤْمِنِينَ يَوْمَ يَقُومُ الْحِسَابُ Rabbana Agfirle...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 949❗ Sawal: Kausa amal karne par ye farmaya gaya hai ke uska Eman chahatri ke manind ho jata hain? A: Chori karne...
-
Bismillahirrahmanirraheem ✦ Takbeer -- اَللهُ أَكْبَرُ ، اَللهُ أَكْبَرُ، اَللهُ أَكْبَرُ لَا إِلَهَ إِلَّا اللهُ اللهُ أَكْبَرُ، اَللهُ أَك...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Do kalme zuban par halke hain aur Meezan mein bahut bhari hain ------ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasal...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz 946❗ Sawal: wo kaunsa amal hai jiske karne wale ke liye farmaya gaya hai ke wo sood ke bade darwaze mein dakhil hog...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...
No comments:
Post a Comment