❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Mafuhm e hadith ke mutabiq in mein se kisko
Rasool-Allah Salelahu Aalehi wa salaam ne Bukhal aur Buzdali ka baais kaha hai
?
A: Gulam
B: Biwi
C: Jaldbaazi karne wala
D: Chugalkhor
E: Kanjoos
F: Jhoot bolne wala
G: In mein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka intezaar?
Sahi Jawab - G ✅(Aulad ko Bukhal aur Buzdali ka
baais kaha gaya hai)
Reference📚:
---------
Ya Ali bayan karte hain ke Hassan aur Hussain Radi Allahu
Anhu Rasool-Allah (ﷺ) ki taraf tezi se daudte huwe aaye to Aap (ﷺ) ne un dono ko gale
laga liya aur farmaya beshak Aulaad Bukhal aur Buzdali ka baais hote hai
---------------
عَن يعلى
قَالَ: إِنَّ حسنا وحُسيناً
رَضِي الله عَنْهُم اسْتَبَقَا
إِلَى رَسُولِ اللَّهِ صَلَّى
اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ فَضَمَّهُمَا
إِلَيْهِ وَقَالَ: «إِنَّ الْوَلَدَ
مَبْخَلَةٌ مجبنَةٌ» . رَوَاهُ أَحْمد
---------------
یعلی ؓ بیان
کرتے ہیں کہ حسن
اور حسین ؓ
رسول اللہ ﷺ کی
طرف تیزی سے
دوڑتے آئے تو آپ
ﷺ نے ان
دونوں کو گلے
لگا لیا ،
اور فرمایا :’’ بے
شک اولاد بخل
اور بزدلی کا
باعث ہوتی ہے ۔‘‘
---------------
Sahih Hadees
Mishkat ul Masabeeh Hadees #
4692
No comments:
Post a Comment