❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Mahfum e hadith Mukammal kare
Sawal: Jis tarha kante dar jhadi se angor nahi chuna ja
sakta isi tarha............................?
A: Momin aur munafiq ek nahi ho sakte
B: Do bahne ek hi aadmi ke nikah mai nahi reh sakti
C: Ahle bait se bughz rakhne wale kabhi jannat mai nahi
jayege
D: Waldain ki nafarmani karne walo ki Nabi shifat nahi
karege
E.: Naik log bad logo ke darjat par nahi laye jayege
F: Biddati kabhi jannat mai nahi jayega
G: In mai se koi nahi
H: Sahi jawab ka intezar hai
Sahih Jawab - E✅
Reference📚:
----------------
Yazid Bin Mursad Radi Allahu Anhu se riwayat hai ke
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jis terhan kante daar jhaadi
se angoor nahi chuna ja sakta isi terhan naik log bad logo ke darjaat par nahi
laaye jayenge jis rastay par chao chalo kuyke tum jis rastay par chaloge isi
rastay walon se miloge.
-----------------
عَنْ يَزِيدِ بن مَرْثَد
قَالَ: قَالَ رَسُول الله صلی
اللہ علیہ وسلم : كَمَا
لَا يُجْتَنَى من
الشَّوْكِ الْعِنَبَ، كَذَلِك لَا يُنَزَّل
الْأَبْرَار مَنَازِلَ الْفُجَّار، فَاسْلُكُوا
أَيَّ طَرِيقٍ شِئْتُم ،
فَأَيَّ طَرِيقٍ سَلَكْتُم وَرَدْتُمْ
عَلَى أَهْلِهِ.
-----------------
یزید بن مرثد
رضی اللہ عنہ سے
مروی ہے كہ
رسول اللہ صلی
اللہ علیہ وسلم نے
فرمایا: جس طرح
كانٹے دار جھاڑی سے
انگور نہیں چنا جا
سكتا اسی طرح نیک
لوگ بدلوگوں كے
درجات پر نہیں
لائے جائیں گے۔ جس
راستے پر چاہوچلو
كیوں كہ تم
جس راستے پر
چلو گے اسی
راستے والوں سے ملو
گے۔
------------------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees #
1074
No comments:
Post a Comment