Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 29 January 2020

Ek baar Rasool-Allah Sallelahu Alaihi wasallam ne ek sahabi ko naseehat ki ke Jab tum se koi buraye hojaye to uss ke baad koi naiki kar liya karo to un sahabi ne ek azkar padha aur kaha ki kya ye padhna bhi neki hai


Only-Quran-Hadith-Quiz

Do sawal hai!

Ek baar Rasool-Allah Sallelahu Alaihi wasallam ne ek sahabi ko naseehat ki ke Jab tum se koi buraye hojaye to uss ke baad koi naiki kar liya karo to un sahabi ne ek azkar padha aur kaha ki kya ye padhna bhi neki hai

Sawal 1 : Wo azkar kaunsa tha ?

A:
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ،
SubhanAllahi wa bihamdihi
B:
لا اله الا الله وحده لا شريك له
له الملك وله الحمد وهو على كل شي قدير
La ilaha , illAllahu wahdahu La sharikalahu, lahul mulku wa lahul hamdu, wa huwa Ala kulli shayeen Qadeer
C:
الْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ
Alhamdulillahi Rabbil Aalamin
D:
لَا إِلَهَ إِلَّا اللَّهُ
La ilaha ilallah
E:
حَسْبِـيَ اللّهُ لا إلهَ إلاّ هُوَ عَلَـيهِ تَوَكَّـلتُ
وَهُوَ رَبُّ العَرْشِ العَظـيم
Hasbiyallahu la ilaha illa Huwa 'alayhi tawkkaltu
wa Huwa Rabbul- 'Arshil-'Azim
F:
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
SubhanAllahi wa bihamdihi SubhanAllahil Adheem

G: In mein se koi nahi

H: Sahi Jawab ka Intezaar

Sawal 2 : Wo sahabi kaun they ?

A: Dahya Kalbi Radi Allahu Anhu
B: Ali Radi Allahu Anhu
C: Abu Zar Radi Allahu Anhu
D: Usman Radi Allahu Anhu
E: Abu Bakr Radi Allahu Anhu
F: Talha Radi Allahu Anhu
G: In mai se koi nahi

H: Sahi jawab ka intezar hai




Sahi Jawab - DC

Reference📚:

Abu Zar Radi Allahu Anhu kehte hain ke mein naay kaha Eh Allah ke Rasool Sallelahu Alaihi wasallam mujhe nasiyaat kijiye Aap Sallelahu Alaihi wasallam ne farmaya jab tum se koi buraiee hojaye to is ke baad koi neiki karo joh isse mita de mein naay kaha Eh Allah ke Rasool Sallelahu Alaihi wasallam kya ”لَا إِلَهَ إِلَّا اللهُ“ kehna bhi neki hai? Aap Sallelahu Alaihi wasallam  ne farmaya yh toh afzal neki hai.
--------------
عَنْ أَبِي ذَرٍّ قَالَ: قُلْتُ: يَا رَسُولَ اللهِ! أَوْصِنِي قَالَ: إِذَا عَمِلْتَ سَيِّئَةً فَأَتْبِعْهَا حَسَنَةً تَمْحُهَا قَالَ: قُلْتُ: يَا رَسُولَ اللهِ! أَمِنَ الْحَسَنَاتِ لَا إِلَهَ إِلَّا اللهُ؟ قَالَ هِيَ أَفْضَلُ الْحَسَنَاتِ.
----------------
) ابو ذر  رضی اللہ عنہ كہتے ہیں كہ میں نے كہا: اے اللہ كے رسول  مجھے نصیحت كیجئے ۔ آپ  صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب تم سے كوئی برائی ہوجائے تواس كے بعد كوئی نیكی كرو جو اسے مٹا دے۔میں نے كہا:اے اللہ كے رسول  ! كیالَا إِلَهَ إِلَّا اللهُكہنا بھی نیكی ہے؟ آپ  صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:یہ تو افضل نیكی ہے۔
--------------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 1326


No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...