Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday, 29 January 2020

kaunsi cheez se Allah subhanahu ne hijab kiya huwa hai (matlab usse apne se dir kiya huwa hain



Only-Quran-Hadith-Quiz


Sawal : kaunsi cheez se Allah subhanahu ne hijab kiya huwa hai (matlab usse apne se dir kiya huwa hain)  

A. Bidati ki tauba se
B. Jadugaro ke jadu se
C. Sood ke karobar se
D. Kafiro ke kufr se
E. Mushriko ke shirk se
F. Munafiqo ki ibadat se
G. Jadugar ki tauba se
H. In mai se koi nahi

I. Sahi jawab ka intezar hai


Sahi Jawab - A
Bidati ki tauba se

Reference📚:
----------
Anas Radi Allahu Anhu se  rivayat hai ki RasoolAllah Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu ne her bidati ki tauba se parda (hijab) kiya hua hai.(yani usko qubul nahi farmata)

Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2445

Ek aur hadith ka mafhum hai ki bidati ki tauba us waqt tak qubul nahi ki jati jab tak ki wo bidat karna chorh na de
-------------
قالَ رَسُولَ اللهِ
إِن الله احتجز التَّوْبَة عن صَاحب كُلِّ بِدْعَة
-------------
Narrated by Anas radi allahu anhu that RasoolAllah Sallallahu Alaihi wasallam said that Allah subhanahu has screened himself from the repentance of each innovator  (means their repentance will not be accepted)

and in another narration it has been said that the repentance of the innovator will not be accepted untill he leave innovation

Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2445

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...