Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 29 January 2020

Insan ke zehan mein aane wale was wase Allah Subahnahu ta’ala kaise khatam kar deta hain



Only-Quran-Hadith-Quiz


Sawal: Insan ke zehan mein aane wale was wase Allah Subahnahu ta’ala kaise khatam kar deta hain?

A: Namaz
B: Allah ka zikr
C: Nafil ibadat
D: Sabr
E: Quran
F: Tawakkal
G: Ilm
H: In mein se koi nahi

I: Sahi Jawab ka Intezaar?


Sahi Jawab - F

Reference📚:
------------
Abdullah Bin Masood Radi Allahu Anhu se rivayat hai ke badshaguni shirk hain aur hum mein se koi nahi is ke zahan mein was wase aate hain lekin Allah Subhanahu ta'ala usay tawakkal ke zariye khatam kar deta hain
------------
عَنْ عَبْدِ اللهِ بْنِ مَسْعُودٍ رضی اللہ عنہ  مَرفُوعا: الطِّيَرَةُ شِرْكٌ وَمَا مِنَّا إِلَّا... وَلَكِنَّ اللهَ يُذْهِبُهُ بِالتَّوَكُّلِ.
-----------
عبداللہ بن مسعود  رضی اللہ عنہ سے مرفوعا مروی ہے كہ بدشگونی شرك ہے، اور ہم میں سے كوئی نہیں مگر۔۔۔(اس کے ذہن میں وسوسے آتے ہیں) لیكن اللہ تعالیٰ اسے توكل كے ذریعے ختم کردیتا ہے
-----------
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 1055

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...