❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Mahfum e Hadith ke mutabiq Rasool-Allah Sallallahu
alaihi wasallam ne farmaya uss waqt tak qayamat qaim nahi hogi jab tak log
______ ko lekar ek dusre per fakhr karne lagege?
Wo kaunsi wajah hain?
A: Zina
B: Qatal
C: Hajj
D: Sood
E: Ilm
F: Namaz
G: Masjid
H: In mein se koi nahi
I: Sahi Jawab ka Intezaar?
Sahi Jawab - G ✅ (Masjid)
Reference📚:
-----------
Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya qayamat
is waqt qaim hogi, jab log Masjidoon ke baray mein ek dosray par fakhr karne
lagen ge
-------------
It was narrated that Anas bin Malik said: "The
Messenger of Allah said: 'The Hour will not begin until the people compete in
(building) mosques.'"
------------------
رسول اللہ صلی
اللہ علیہ وسلم نے
فرمایا: قیامت
اس وقت قائم
ہو گی، جب
لوگ مسجدوں کے
بارے میں ایک دوسرے
پر فخر کرنے
لگیں گے
-------------
Grade : Sahih
(Darussalam)
Reference :
Sunan Ibn Majah 739
In-book reference
: Book 4, Hadith 5
English translation : Vol. 1, Book 4, Hadith 739
No comments:
Post a Comment