Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 29 January 2020

Imaan ki mithas paa lega? yh inmein se kis shaqs ke liye kaha gaya hai



Only-Quran-Hadith-Quiz


Jawab ek se zyada hai!

Sawal: Imaan ki mithas paa lega? yh inmein se kis shaqs ke liye kaha gaya hai?

A: Khamoshi iktiyaar karne wala
B: Allah aur uske Rasool usko sabse zayda mehboob ho
C: pacho namaz ki hifazat karne wala
D: Allah ke liye Mohabbat karne wala
E: Salam mein pehal karne wala
F: Allah ke liye Nafrat karne wala
G: Waledain ki farma baddari karne wala
H: Shirk se bachne wala

I: Sahi Jawab ka Intezaar



Sahi Jawab – BDFH

Reference📚:

Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jis shakhs mein yeh teen adaten hongi , woh imaan ki mithaas aur is ka maza paye ga, ek yeh hai ke Allah aur is ke Rasool is ke nazdeek sab se ziyada mehboob o pasandeeda hon, dosray yeh ke aadmi mohabbat kare to Allah ke liye aur nafrat kare to Allah ke liye, teesray yeh ke agar barri aag bharkayi jaye to is mein girna is ke nazdeek ziyada mehboob ho bah nisbat is ke ke woh Allah taala ke sath kisi ko shareek kare.
---------------
أَخْبَرَنَا إِسْحَاق بْنُ إِبْرَاهِيمَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ أَنْبَأَنَا جَرِيرٌ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ مَنْصُورٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ طَلْقِ بْنِ حَبِيبٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَنَسِ بْنِ مَالِكٍ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏  ثَلَاثٌ مَنْ كُنَّ فِيهِ وَجَدَ بِهِنَّ حَلَاوَةَ الْإِيمَانِ وَطَعْمَهُ:‏‏‏‏ أَنْ يَكُونَ اللَّهُ عَزَّ وَجَلَّ وَرَسُولُهُ أَحَبَّ إِلَيْهِ مِمَّا سِوَاهُمَا، ‏‏‏‏‏‏وَأَنْ يُحِبَّ فِي اللَّهِ، ‏‏‏‏‏‏وَأَنْ يَبْغُضَ فِي اللَّهِ، ‏‏‏‏‏‏وَأَنْ تُوقَدَ نَارٌ عَظِيمَةٌ فَيَقَعَ فِيهَا أَحَبَّ إِلَيْهِ مِنْ أَنْ يُشْرِكَ بِاللَّهِ شَيْئًا .
--------------
 It was narrated that Anas bin Malik said: The messenger of Allah [SAW] said: 'There are three things, whoever attains them will find therein the sweetness of faith: When Allah [SWT], the Mighty and Sublime, and His Messenger [SAW] are dearer to him than all else; when he loves for the sake of Allah [SWT] and hates for the sake of Allah [SWT]; and when a huge fire be lit and he fall into it, than associate anything with Allah [SWT].'
----------------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”تین چیزیں جس میں ہوں گی، وہ ایمان کی مٹھاس اور اس کا مزہ پائے گا، ایک یہ ہے کہ اللہ اور اس کے رسول اس کے نزدیک سب سے زیادہ محبوب و پسندیدہ ہوں، دوسرے یہ کہ آدمی محبت کرے تو اللہ کے لیے اور نفرت کرے تو اللہ کے لیے، تیسرے یہ کہ اگر بڑی آگ بھڑکائی جائے تو اس میں گرنا اس کے نزدیک زیادہ محبوب ہو بہ نسبت اس کے کہ وہ اللہ تعالیٰ کے ساتھ کسی کو شریک کرے۱؎۔
----------
Sahih Hadees
Sunnan e Nisai Hadees # 4990

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...