❗ Only-Quran-Hadith-Quiz ❗
Jawab ek se zayda hai!
Sawal: Mafhum e hadith k mutabiq jab Momin bande ki maut
hoti hai toh woh inmein se kin cheezo se Allah Subahnahu ki rahmat mein najat
pa leta hain?
A. Azmayesh
B. Zulm
C. Takleef
D. Ghum
E. Gunahon
F. Pareshani
G. Mushaqqat
H. Mohtaji
I. Sahi jawab ka Intezar
Sahi Jawab - CG✅
Reference📚:
-------
Rasool-Allah (ﷺ)
ke kareeb se log ek janaza lekar guzre to Rasool-Allah (ﷺ) Ne Farmaya ke «مستريح» یا
«مستراح» yani use aaraam
milgaya ya us se aaraam mil gaya. Sahaba ne arz kiya ya Rasool-Allah (ﷺ)«مستريح» یا «مستراح»
ka kiya matlab hain? Rasool-Allah (ﷺ)
ne Farmaya ke Momin banda dunya ki mushaqqato aur takleefo se Allah
Subahnahu ki rahmat mein najaat pa jata
hain wo «مستريح» hain. Aur
«مستراح» wo hain ke faajir
banda se Allah Subahnahu ke bande shehar daraqt aur chopaye sab aaraam paa jate
hain
---------
رسول اللہ صلی
اللہ علیہ وسلم کے
قریب سے لوگ
ایک جنازہ لے
کر گزرے تو
نبی کریم صلی
اللہ علیہ وسلم نے
فرمایا کہ «مستريح» یا
«مستراح» ہے یعنی
اسے آرام مل
گیا، یا اس
سے آرام مل
گیا۔ صحابہ نے عرض
کیا: یا رسول
اللہ! ”المستریح او المستراح
منہ“ کا کیا
مطلب ہے؟ نبی کریم
صلی اللہ علیہ
وسلم نے فرمایا
کہ مومن بندہ
دنیا کی مشقتوں
اور تکلیفوں سے
اللہ کی رحمت
میں نجات پا
جاتا ہے وہ
«مستريح» ہے اور
«مستراح» منہ وہ ہے
کہ فاجر بندہ
سے اللہ کے
بندے، شہر، درخت اور
چوپائے سب آرام
پا جاتے ہیں۔
-----
Narrated Abu Qatada bin Rib'i Al-Ansari: A funeral
procession passed by Allah's Apostle who said,
Relieved or relieving? The
people asked, O Allah's Apostle! What
is relieved and relieving? He
said, A believer is relieved (by death)
from the troubles and hardships of the world and leaves for the Mercy of Allah,
while (the death of) a wicked person relieves the people, the land, the trees,
(and) the animals from him.
--------
Sahih Hadees
Sahih Bukhari Hadees # 6512
No comments:
Post a Comment