Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Wednesday 29 January 2020

Duniya aur Akhirat ki bhalai kis mein hain.

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Do sawal hai aur dusre sawal mein jawab ek se zaiyda hain!

Sawal1: Duniya aur Akhirat ki bhalai kis mein hain.

A: Sach bolne mein
B: Narmi ikhtiyar karne mein
C: Hasad na karne mein
D: Awal waqt namaz padne mein
E: Sila Rehmi karne mein
F: Ristedaro se husn suluq karne mein
G: Inmein se koi nahi

H: Sahi Jawab ka Intezaar

Sawal2: kaunsa amal gharoh ko aabad karta hain?

A: Achcha Akhlaq
B: Achcha bada ghar
C: Achcha padosi banana
D: Sila Rehami karna
E: Salam ko aam karna
F: Bukhli se bachna
G: Sabr

H: Sahi Jawab ka Intezaar


***************

Sahi Jawab - B/ACD✅

Reference📚:
------
Aisha RadiAllahu anhu se riwayat hai ke Nabi Sallahu Allahi WaSallam ne unse kaha jise Narmi de di gayi usay duniya o akhirat ki bhalai dedi gayi, Sila Rehmi, Achcha Akhlaq, aur achcha padosi banna gharon ko abad karta hai, aur umroon mein izafah karta hain.
----
عائشہ رضی اللہ عنہا سے مروی ہیں کہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے ان سے کہا: جسے نرمی دے دی گئی اسے دنیا و آخرت کی بھلائی دے دی گئی،صلہ رحمی ،اچھا اخلاق ،اور اچھا پڑوسی بننا گھروں کو آباد کرتا ہے، اور عمروں میں اضافہ کرتا ہے۔
-----
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 97

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...