❗Only-Quran-Hadith Quiz❗
Sawal: Mafhum-e-Hadith ke mutabiq in mein se kise behatareen
khairat kaha gaya hain
A: Anjaan logo ko khana khilana (Jaan na pehchan wale logo
ko)
B: khairaat mein khajoor dena
C: tangi ke bawajood ghar walo ka khayal karna
D: khairaat mein ache kapde dena
E: Muskurana aur Musaafa karna
F: Jisko dene ke baad bhi insan gareeb na ho
G: Gharib rishtedaro ko maal se madad karna aur achcha
sulook karna
H: In mein se koi nahi
I: Sahi jawab ka intezar hai
Sahi Jawab - F✅
Reference📚:
-------------------
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ke
bahtreen khairat wo hai jise dene par aadmi maal dar rahe aur ibteda un se karo
jo tumhari nigrani mai hai jin ke khilane pahnane ke tum zimmedar ho.
------------------
Narrated Abu Huraira:
Allah's Messenger (ﷺ)
said, "The best alms is that which you give when you are rich (even after
giving it), and you should start first to support your dependants."
------------------
حَدَّثَنَا
سَعِيدُ بْنُ عُفَيْرٍ، قَالَ:
حَدَّثَنِي اللَّيْثُ، قَالَ: حَدَّثَنِي عَبْدُ الرَّحْمَنِ بْنُ
خَالِدِ بْنِ مُسَافِرٍ، عَنْ
ابْنِ شِهَابٍ، عَنْ ابْنِ الْمُسَيَّبِ،
عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، أَنّ
رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ
عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، قَالَ: ""خَيْرُ الصَّدَقَةِ مَا
كَانَ عَنْ ظَهْرِ غِنًى
وَابْدَأْ بِمَنْ تَعُولُ"".
------------------
رسول اللہ صلی
اللہ علیہ وسلم نے
فرمایا کہ بہترین
خیرات وہ ہے
جسے دینے پر
آدمی مالدار ہی رہے
اور ابتداء ان
سے کرو جو
تمہاری نگرانی میں ہیں
جن کے کھلانے
پہنانے کے تم
ذمہ دار ہو۔
------------
Sahih Hadees
Sahih Bukhari Hadees # 5356
No comments:
Post a Comment