Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday 9 November 2021

Wo kaunse kaam hai jinko Quran ki ek hi aayat mein Shaitani kaam kaha gaya hain

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz 821❗

Jawab ek se ziyada hain

Sawal: Wo kaunse kaam hai jinko Quran ki ek hi aayat mein Shaitani kaam kaha gaya hain

A: Juwa khelna
B: Faal nikaalna
C: Bure naam rakhna
D: Boot parasti karna
E: Taawiz latkana
F: Sharab peena
G: Sood lena aur dena
H: Namaze tark karna
I: Sahih Jawab ka intezaar
****
Sahih Jawab - ABDF✅

Al Quran: Sharab aur Juwaa khelne se bacho kuyn na ke ye sab gande shaitani kaam hain...

Bismillahirrahmannirrahim

يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا إِنَّمَا الْخَمْرُ وَالْمَيْسِرُ وَالْأَنصَابُ وَالْأَزْلَامُ رِجْسٌ مِّنْ عَمَلِ الشَّيْطَانِ فَاجْتَنِبُوهُ لَعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ 
----
Eh Emaan walo Sharaab aur Juwaa aur Boot aur Faal ke Teer sab shaitan ke ganday kaam hain so un se bachte raho taakay tum nijaat pao
----
O you who believe! Intoxicants (all kinds of alcoholic drinks), gambling, Al-Ansab, and Al-Azlam (arrows for seeking luck or decision) are an abomination of Shaitan's (Satan) handiwork. So avoid (strictly all) that (abomination) in order that you may be successful.
----
اے ایمان والو شراب اور جوا اور بت اور فال کے تیر سب شیطان کے گندے کام ہیں سو ان سے بچتے رہو تاکہ تم نجات پاؤ
----
Al Quran - Surah Al-Maida (05:90)

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...