Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday, 9 November 2021

wo kaunsa amal hain jiske liye Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ki Allah uske irade ko pura na farmaye?

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 831❗

Sawal : wo kaunsa amal hain jiske liye  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ki Allah uske irade ko pura na farmaye?

A: Jo Musalmano ki Jammat se durr hojaye
B: Jo jhoothi kasam kha kar apna maal beche
C: Jo apne padosi ko takleef pahuchye
D: Taweez pahne wala
E: Budhape mein apne Maa Baap ki khidmat na kare
F: Jo Logo ko achchi baat ka hukm na kare
G: Jo Quran ko khubsurti se na padhe
H: Inmein se koi nahi (apna sahih jawab likhiye)
I: Sahi Jawab ka intezar hai
****
Sahih jawab D✅ 

Hadith: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs taweez pahne  Allah subhanahu us ke irade ko pura na farmaye
----------
Uqba bin aamir Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam  ne farmaya jo shakhs Taweez pahne  Allah Subhanahu us ke irade ko pura na farmaye aur jo samundar ki seep (sea sheel) pahne Allah subhanahu usko sukun ata na farmaye.
Masnad Ahmed, Jild 7, 555-Sahih
-----------
Narrated by Uqba biun Aamir Radi Allahu Anhu that  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said Whoever wears an amulet, May Allah not fulfil his need, and whoever wears a sea-shell, may Allah not give him peace. 
Masnad Ahmed, 17073-Sahih

No comments:

Post a Comment

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz - 950❗ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aisa kyu kaha mein apne RABB ke Hasne ki wajah se Hans pada Sawal...