❗Only-Quran-Hadith-Quiz 835❗
Sawal : Taurat kitne darwaze se nazil huyee?
A: 1
B: 8
C: 7
D: 70
E: 100
F: 700
G: 6236
H: Inmein se koi nahi (apna jawab likhiye)
I: Sahih Jawab ka intezaar
*****
Sahi Jawab - A (ek darwaze par)✅
Hadith: Quran ko saat darwaze se aur saat andaaz par nazil kiya gaya
Reference📚:
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya : pehli kitaaben ek darwaze se ek andaaz par nazil hoti thi jabke Quran saat darwazon se saat andaaz par nazil huwi
----
عبداللہ بن مسعود رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: پہلی کتابیں ایک دروازے سے ایک انداز پر نازل ہوتیںٹ جبکہ قرآن سات دروازوں سے سات انداز پر نازل ہوا۔
----
Al-Silsila-tus-Sahiha#2896-Sahih
No comments:
Post a Comment