Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday 9 November 2021

Agar koi shakhs kuch dino ke liye gum shuda hojata hain aur fir wo apne ghar walo ke pass wapis aajaye to usse dehk kar ghar wale khush hojate hain aise he wo kaunsa amal hai jisse karne wale ko dehk kar Allah Subhanahu bhi khush hojate hain

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz 832❗

Sawal: Agar koi shakhs kuch dino ke liye gum shuda hojata hain aur fir wo apne ghar walo ke pass wapis aajaye to usse dehk kar ghar wale khush hojate hain aise he wo kaunsa amal hai jisse karne wale ko dehk kar Allah Subhanahu bhi khush hojate hain

A: Awaal saaf mein namaz adda karne wale
B: Har wazu ke baad miswak karne wale
C: Qata taluqi ke baad sila rehami karne wale
D: Masjid mein namaz aur Allah ka zikr karne wale
E: Gunah ke baad turant tauba karne wale
F: Masjid ki tamir mein hissa lene wale
G: Inmein se koi nahi
H: Sahih Jawab ka intezaar
****
Sahih Jawab - D✅

Hadith: Masjid mein Namaz padna aur Allah ka Zikr karne walo ki Fazilat

Reference📚:
----
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo Muslman Masjid ko Namaz aur Zikr ke liye apna Ghar Bana le to Allah Subhanahu usse aise khush hota hain jaise ke koi Shaks bahut din gayab rahne ke bad Ghar wapis aata hain to Ghar wale khush hote hain
-----
نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جو مسلمان مسجد کو نماز اور ذکر الٰہی کے لیے اپنا گھر بنا لے تو اللہ تعالیٰ اس سے ایسا خوش ہوتا ہے جیسے کہ کوئی شخص بہت دن غائب رہنے کے بعد گھر واپس لوٹے، تو گھر والے خوش ہوتے ہیں ۔ 
----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said: A muslim does not regularly attend the mosques to perform prayer and remember Allah, but Allah feels happy with him just as the family of one who is absent feels happy when he comes back to them. 

Sunan ibn Maja Hadees#800

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...