Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday 9 November 2021

Wo kaun hai jinki ye nishani hai ki wo khatayein aur gunah karna chorh dete hain

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz 833❗

Sawal : Wo kaun hai jinki ye nishani hai ki wo khatayein aur gunah karna chorh dete hain

A: Mujaheed
B: Allah ke wali
C: Alim
D: Hakim
E: Momeen
F: Muhajir
G: Inmein se koi nahi 
H: Sahih jawab ka intezaar
*****
Sahih Jawab - F✅

Hadith: Muhajir wo hain jo khataain aur Gunah karna chorh de 

Reference📚:
------------ 
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne Hajjatul Alvidah ke mauqe par farmaya : Kya mein tumhe Momin ke bare mein na bataun? Jis se logon ke Amwaal aur Jaanein mehfooz rahen (wo Momin hain), aur Musalman wo hain jis ke haath aur zabaan se dusre Musalman mehfooz rahen, aur Mujahid wo hain jo Allah ki ita'at mein apne nafs se Jihaad karta hain aur Muhajir wo hain jo khataain aur gunah chorh de
------
فضالہ بن عبید‌رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے حجۃ الوداع کے موقع پر فرمایا: کیا میں تمہیں مومن کے بارے میں نہ بتاؤں؟ جس سے لوگوں کے اموال اور جانیں محفوظ رہیں (وہ مؤمن ہے)، اور مسلمان وہ ہے جس کے ہاتھ اور زبان سے دوسرے مسلمان محفوظ رہیں ، اور مجاہدوہ ہے جو اللہ کی اطاعت میں اپنے نفس سے جہاد کرتا ہے اور مہاجر وہ ہے جو خطائیں اور گناہ چھوڑ دے 
-------
Fudhalah bin Ubaid radhi Allahu anhu narrated that at the occasion of Hajjat alvida the Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said: Shall I not inform you about a Momin From whom people’s lives and wealth are secured is a Momin; A Muslim is the one from whose tongue and hand the people are safe; And a true Mujahid is one, who subdues his inner self and forces it into Allah’s obedience; And a Muhajir is the one who abandons sins, and everything that Allah has disapproved.
-------------
Al-Silsila-tus-Sahiha-Hadith#270-Sahih

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...