Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday 9 November 2021

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne kisi sahabi se maghrib ki azaan ke mutalliq kuch farmaye

 ❗Only-Quran-Hadith-Quiz 820❗

❗Do Sawal hain

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne kisi sahabi se maghrib ki azaan ke mutalliq kuch farmaye 

Sawal 1️⃣: Wo sahabi koun thy?

A. Abu Huraira Radi Allahu Anhu
B. Ubaidah bin Jarrah Radi Allahu Anhu
C. Khuzaima Radi Allahu Anhu
D. Musaib Ibn Umair Radi Allahu Anhu
E. Abu Sufiyan Radi Allahu Anhu
F. Ubayy bin Kaab Radi Allahu Anhu
G. In mein se koi nahi (apna jawab likhiye)

Sawal 2️⃣: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne unse kya irsahd farmaya tha?

A. Suraj dubne se pahle azaan de
B.  Magrib se pehle 2 rakaht sunnat adda karo
C. Suraj ke dubte he jaldi jaldi azaan de
D. Magrib ki azan hote he namaz ke liye khade hojao
E. Maghrib ki Azan sunne se pehle ghar se bawazu niklo
F. Azan khatam hone se pehle masjid mein dhakil hojao
G. Inmein se koi nahi (apna jawab likiye)
H. Sahi jawab ka intezaar
****
Sahih Jawab - GC✅

Hadith: Maghrib ki azaan suraj gurub hote he jaldi dene ka hukum

Reference : 📚
--------
Abu Mahzurah Radi Allahu Anhu se riwayat hain ke inhone kaha ke Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Mujhse farmaya : Jab tum Maghrib ki Azaan do to Suraj gurub hote he jaldi jaldi azaan de diya karo
---------
ابو محذورہ‌رضی اللہ عنہ سے مروی ہے انہوں نے كہا كہ رسول اللہ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے مجھ سےفرمایا: جب تم مغرب كی اذان دو تو سورج غروب ہوتے ہی جلدی جلدی اذان دے دیا کرو۔
-------
Abu Mahzurah Radi Allahu Anhu narrated that The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam said to me: When you call for Maghrib prayer, then  give Adhan as soon as the sun sets.
-------
Al-Silsila-tus-Sahiha#494

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...