Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Tuesday 21 April 2020

Rozedar Allah Subhanahu ke liye kya chodh deta hai

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Do sawal hai aur phele sawal mein jawab ek se ziyada hai

Sawal1: Rozedar Allah Subhanahu ke liye kya chodh deta hai

A: Apni neend
B: Apna waqt
C: Apni khawish
D: Apna Maal
E: Apna Khana
F: Apni aadat
G: Apna aish o arram

H: Sahi Jawab ka Intezaar

Sawal2: kaunsa Amal Allah Subhanahu ke liye khaas kaha gaya hai

❗No options apna jawab khud likiye

H: Sahi Jawab ka Intezaar


***************************
Sahi Jawab - CE/ ROZA✅

Roza Allah Allah Subhanahu ke liye khaas Amal hai jiska badla Allah Subhanahu khud dete hai

Reference📚:
---------
Rasool-Allah Sallalahu Alaihi wasallam ne farmaya insaan ki har neki das guna se saat so guna tak badha di jati hai, Allah taala farmata hai : siwaye roze ke is liye ke woh mere liye khaas hai, aur mein he is ka badla dun ga, aadmi apni khwahish aur khana mere liye chode deta hai, rozedaar ke liye do khusihyan hain ek iftaar ke waqt aur doosri apne RABB se milnay ke waqt, aur rozedaar ke mun ki buu Allah taala ke nazdeek Musk ki Khushbu se behtar hai 
-----------
It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah (ﷺ) said: “Every good deed of the son of Adam will be multiplied manifold. A good deed will be multiplied ten times up to as many as seven hundred times, or as much as Allah wills. Allah says: ‘Except for fasting, which is for Me and I shall reward for it. He gives up his desire and his food for My sake.’ The fasting person has two joys, one when he breaks his fast and another when he meets his Lord. The smell that comes from the mouth of a fasting person is better before Allah than the fragrance of musk.
---------
رسول اللہ (ﷺ) نے فرمایا: انسان کی ہر نیکی دس گنا سے سات سو گنا تک بڑھا دی جاتی ہے، اللہ تعالیٰ فرماتا ہے: سوائے روزے کے اس لیے کہ وہ میرے لیے خاص ہے، اور میں ہی اس کا بدلہ دوں گا، آدمی اپنی خواہش اور کھانا میرے لیے چھوڑ دیتا ہے، روزہ دار کے لیے دو خوشیاں ہیں: ایک افطار کے وقت اور دوسری اپنے رب سے ملنے کے وقت، اور روزے دار کے منہ کی بو اللہ تعالیٰ کے نزدیک مشک کی بو سے بہتر ہے ۱؎۔
--------
Sahih Hadees
Sunnan e Ibn e Maja # 1638

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...