❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Sawal: Allah Subhanahu se kisne farmaya ke tune apne saare makhluq ka rizaq bayan kar diya..
A: Adam Alaihi Salam
B: Arsh utane wale Farishtey
C: Jannat mein jane wale log
D: Isa Alaihi Salam
E: Musa Alaihi Salam
F: Iblis
G: Inmein se koi nahi
H: Sahi Jawab ka intezaar
❗Note: Agar apka jawab G hai toh sahi jawab likhiye
***************
Sahi Jawab - F✅
Iblis ka rizaq har uss cheez mein hai jismein Allah Subhanahu ka naam nahi liya gaya
Reference📚:
------
Abdulah bin Abbas RadiAllahu Anhu se rivayat hai ke Iblis ne kaha (Eh Allah) tu ne apni saari makhlooq ka rizaq bayan kar diya, mera rizaq ks cheez mein hai? Allah Subahnahu taala ne farmaya is mein jis mein mera naam nahi liya gaya
-----
عبداللہ بن عباس رضی اللہ عنہما سے مرفوعا مروی ہے كہ: ابلیس نے كہا: (اے اللہ) تو نے اپنی ساری مخلوق كا رزق بیان كر دیا، میرا رزق كس چیز میں ہے؟ اللہ تعالیٰ نے فرمایا: اس میں جس میں میرا نام نہیں لیا گیا
-----
Sahih Hadees
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 1254
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗ Sawal: Inmein se kaunse amal ke bare mein farmaya gaya hain ke ye Momeen ka behtareen amal hain A: Namaz B: Sila R...
-
Bismillahirrahmanirrahim Jannat kahti hai ki YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma ----------------- Rasool-Al...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Namaz Mein khade hone se pehle padne ke azkar aur uska ajar ----- Umm Raafia RadiAllahu Anhu se riwayat ha...
-
Bismillahirrhamanirrahim Aasan hisab ki dua ----- اَللّٰهُمَّ حَاسِبْنِىْ حِسَا بًا يَّسِيْرًا Allahumma Haasibni Hisaban Yasira --------- ...
No comments:
Post a Comment