❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Jawab ek se zyada hai!
Sawal: Zakat Ul Fitr In mein se kaun se batooh ke liye muqarar kiya gaya hai?
A: Rizq mein barkat ke liye
B: Fehash aur behooda batoh se roze ko paak karne
C: Ghulam azad karne
D. Miskeeno ki parwarish ke liye
E: Roze ka kaffara
F. Maal mein barkat ke liye
G. Sahi Jawab ka Intezaar?
***************
Sahi Jawab - BD✅
📚 Reference:
Rasool-Allah (ﷺ) ne sadqa fitr roza daar ko fehash aur behooda baton se pak karne, aur miskeeno ki khurak ke liye farz qarar diya, lehaza jis ne usay namaz eid se pehlay ada kar diya, to yeh maqbool zakat hai aur jis ne namaz ke baad ada kya to woh aam sadqa mein se aik sadqa hai
------------
It was narrated that: Ibn Abbas said: “The Messenger of Allah (ﷺ) enjoined Zakatul-Fitr as a purification for the fasting person from idle talk and obscenities, and to feed the poor. Whoever pays it before the (Eid) prayer, it is an accepted Zakah, and whoever pays it after the prayer, it is (ordinary) charity.”
-------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے صدقہ فطر روزہ دار کو فحش اور بیہودہ باتوں سے پاک کرنے، اور مسکینوں کی خوراک کے لیے فرض قرار دیا، لہٰذا جس نے اسے نماز عید سے پہلے ادا کر دیا، تو یہ مقبول زکاۃ ہے اور جس نے نماز کے بعد ادا کیا تو وہ عام صدقات میں سے ایک صدقہ ہے ۱؎۔
---------
Sahih Hadees
Sunnan e Ibn e Maja Hadees # 1827
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirrahmanirrahim Jannat kahti hai ki YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma ----------------- Rasool-Al...
-
Bismillahirahmanirrahim Wa antum fa JazakAllahu khairan --- Aur aapko bhi Allah aapko bhi achcha Sila ataa farmaye --- And you ...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirrahmannirrahim اللَّهُمَّ اسْتُرْ عَوْرَتِي وَآمِنْ رَوْعَاتِي Allahummastur awrati, wa amin raw'ati ----- Eh Allah Mere A...
No comments:
Post a Comment