❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗
Ek se Ziyada jawab
Sawal: Hadith ke mutabiq 'Saum ud dahr' kya hai?
A. Ramadan ke mahine roze rakhna
B. Arafah ke din Ka roza rakhna
C. Ashura ke din Ka roza rakhna (10 Muharram)
D. Peer Aur Jumerat ke roze rakhna
E. Dawood Alaihissalaam ke roze rakhna
F. Ayyam ul baidh (Har mahine ke teen din) ke roze rakhna
G. Dhul Hajjah ke ibtedai 9 din roze rakhna
H. Sahi jawab ka Intezar
***********************
Sahi Jawab: AF✅
Reference
أَخْبَرَنَا زَكَرِيَّا بْنُ يَحْيَى، قَالَ: حَدَّثَنَا عَبْدُ الْأَعْلَى، قَالَ: حَدَّثَنَا حَمَّادُ بْنُ سَلَمَةَ، عَنْ ثَابِتٍ، عَنْ أَبِي عُثْمَانَ، أَنَّ أَبَا هُرَيْرَةَ، قَالَ: سَمِعْتُ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ يَقُولُ: شَهْرُ الصَّبْرِ، وَثَلَاثَةُ أَيَّامٍ مِنْ كُلِّ شَهْرٍ صَوْمُ الدَّهْرِ .
ابوہریرہ رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو کہتے ہوئے سنا: ”صبر کے مہینے کے، اور ہر مہینے سے تین دن کے روزے صوم الدهر ہیں“۔
----------------------------------------
Abu Huraira RadhiAllahu anhu kehte hai ke Mene RasoolAllah sallAllahu Alaihissalaam wasallam KO kehte hue suna: Sabr ke mahine (Ramadan) ke, Aur hat mahine se teen din ke roze Saum ud-dahr( Zindagi bhar Ka roza rekhna) hai
----------------------------------------
It was narrated that Abu Hurairah said:
I heard the Messenger of Allah say: 'The month of patience ( Ramadan) and three days of each month is Saum ud-dahr (fasting for a lifetime).'
(Sahih).
Sunnan Nisai Hadith, 2420
Alhumdulillah beautifully designed Islamic Images in Arabic, Azkar Quran Short Ayat Dua.
Islamic Images
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirrahmanirrahim Jannat kahti hai ki YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma ----------------- Rasool-Al...
-
Bismillahirahmanirrahim Wa antum fa JazakAllahu khairan --- Aur aapko bhi Allah aapko bhi achcha Sila ataa farmaye --- And you ...
-
Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...
-
Bismillahirrahmannirrahim اللَّهُمَّ اسْتُرْ عَوْرَتِي وَآمِنْ رَوْعَاتِي Allahummastur awrati, wa amin raw'ati ----- Eh Allah Mere A...
No comments:
Post a Comment