Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday 2 February 2020

Allah taala Ramadan mai kis wakt jahanum se logon ko azaad farmatay hain?

❗ Only-Quran-Hadith- Quiz❗

Sawal:Allah taala Ramadan mai kis wakt jahanum se logon ko azaad farmatay hain?

A. Aftar k wakt
B. Shab e Qadr
C. Aakhri ashra
D. Sehri k wakt
E. Qiyam al lail

F. Sahi Jawab ka Intezaar?

********************

Sahi Jawab Hai :- A ✅

Reference:

حَدَّثَنَا أَبُو كُرَيْبٍ، حَدَّثَنَا أَبُو بَكْرِ بْنُ عَيَّاشٍ، عَنِ الأَعْمَشِ، عَنْ أَبِي سُفْيَانَ، عَنْ جَابِرٍ، قَالَ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ ـ صلى الله عليه وسلم ـ ‏ "‏ إِنَّ لِلَّهِ عِنْدَ كُلِّ فِطْرٍ عُتَقَاءَ وَذَلِكَ فِي كُلِّ لَيْلَةٍ ‏"‏ ‏.‏
------------------------
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : Allah taala har aftaar ke waqt kuch logon ko jahannum se azad karta hai aur yeh ( ramadaan ki ) har raat ko hota hai .
--------------------------
It was narrated from Jabir that the Messenger of Allah (ﷺ) said:
“At every breaking of the fast Allah has people whom He frees (from the Fire), and that happens every night.”
-----------------------
رسول اللہ (ﷺ) نے فرمایا: اللہ تعالیٰ ہر افطار کے وقت کچھ لوگوں کو جہنم سے آزاد کرتا ہے اور یہ ( رمضان کی ) ہر رات کو ہوتا ہے ۔
------------------------
Grade: Hasan (Darussalam)
English reference : Vol. 1, Book 7, Hadith 1643Arabic reference : Book 7, Hadith 1712

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...