Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday 2 February 2020

Jannat ka ek darwaza hai jis se sirf rozedar he dakhil honge? apna jawab likhe (No Options)

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Doh sawal hai!

Sawal: Jannat ka ek darwaza hai jis se sirf rozedar he dakhil honge?
apna jawab likhe (No Options)

Sawal: Uss mein dakhil hone baad unhe kya hoga?

A: Neend nahi aayegi
B: Pyas nahi lagegi
C: Kabhi thakan mehsoos nahi hogi 
D: Bhook nahi lagegi
E. Mann pasand khana milega 
F: In mein se koi nahi

G.: Sahi Jawab ka Intezaar

*******************

Sahi Jawab Hai :- Raiyyan / B ✅

📚 Reference:

Nabi (ﷺ) ne farmaya : ”Jannat mein ek darwaza hai jisay Raiyyan kaha jata hai. roze rakhne walo ko is ki taraf bulaya jaye ga, to jo roza rakhnay walo mein se hoga is mein dakhil ho jayega aur jo is mein dakhil ho gaya, woh kabhi pyasa nahi ho ga
--------------------------
Sahl bin Sa'd narrated that: The Prophet (ﷺ) said: "There is a gate in Paradise called Ar- Raiyyan, those who fast shall be invited into it, and whoever was among those who fasted, then he will enter it; and whoever enters it, he will never thirst again."
-------------------------
 نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جنت میں ایک دروازہ ہے جسے ریان کہا جاتا ہے۔ روزہ رکھنے والوں ۱؎ کو اس کی طرف بلایا جائے گا، تو جو روزہ رکھنے والوں میں سے ہو گا اس میں داخل ہو جائے گا اور جو اس میں داخل ہو گیا، وہ کبھی پیاسا نہیں ہو گا“۔ 
------------------------
Sahih Hadees
Jami` at-Tirmidhi Hadees # 765

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...