Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday 2 February 2020

RasoolAllah (ﷺ) ko ek sahabi ne ye kehte huwe suna k rozedaar ki dua iftar k waqt rad nahi hoti toh yeah sun kar wo sahabhi iftar ke waqt inmein se kaunsi dua magaa karte thy?

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawal: RasoolAllah (ﷺ) ko ek sahabi ne ye kehte huwe suna k rozedaar ki dua iftar k waqt rad nahi hoti toh yeah sun kar wo sahabhi iftar ke waqt inmein se kaunsi dua magaa karte thy?

A: ‏‏‏‏ اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي

B: اللَّهُمَّ اكْفِنِي بِحَلَالِكَ عَنْ حَرَامِكَ، ‏‏‏‏‏‏وَأَغْنِنِي بِفَضْلِكَ عَمَّنْ سِوَاك

C:  اللَّهُمَّ لَا إِلَهَ إِلَّا أَنْتَ الْمَنَّانُ بَدِيعُ السَّمَوَاتِ وَالْأَرْضِ ذَا الْجَلَالِ وَالْإِكْرَام

D: اللَّهُمَّ رَبَّنَا آتِنَا فِي الدُّنْيَا حَسَنَةً وَفِي الْآخِرَةِ حَسَنَةً وَقِنَا عَذَابَ النَّارِ

E: اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ بِرَحْمَتِكَ الَّتِي وَسِعَتْ كُلَّ شَيْءٍ، ‏‏‏‏‏‏أَنْ تَغْفِرَ لِي.

F: Inmein se koi nahi

G: Sahi Jawab ka Intezaar

*************

Sahi Jawab- C ✅

📚 Reference:

Abdullah ibn Amr se riwayat hai ke RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : rozedaar ki dua iftar ke waqt radd nahi ki jati. Ibn Abi Malika Radi Allahu Anhu kehte hai ke mein ne Abdullah Bin Umro Radi Allahu Anhu ko suna ke jab woh iftar karte to yeh dua parhte : 

اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ بِرَحْمَتِكَ الَّتِي وَسِعَتْ كُلَّ شَيْءٍ، ‏‏‏‏‏‏أَنْ تَغْفِرَ لِي.

 Eh Allah mein teri rehmat ke zariye sawal karta hon jo har cheez ko wasi hai ke mujhe baksh de .
-------------------------
Abdullah ibn Amr reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said, “Verily, the supplication of a fasting person at the time of breaking fast is not turned away.” Abdullah, may Allah be pleased with him, would say when breaking fast, “O Allah, I ask you by your mercy, which encompasses all things, that you forgive me.”
------------------------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:  روزہ دار کی دعا افطار کے وقت رد نہیں کی جاتی ۔ ابن ابی ملیکہ کہتے ہیں کہ میں نے عبداللہ بن عمرو بن العاص رضی اللہ عنہما کو سنا کہ جب وہ افطار کرتے تو یہ دعا پڑھتے: «اللهم إني أسألك برحمتك التي وسعت كل شيء أن تغفر لي»  اے اللہ! میں تیری رحمت کے ذریعہ سوال کرتا ہوں جو ہر چیز کو وسیع ہے کہ مجھے بخش دے ۔ ہوں جو ہر چیز کو وسیع ہے کہ مجھے بخش دے ۔ 
-------------------------
Sahih Hadees
Sunnan e Ibn e Maja Hadees # 1753

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...