Islamic Images

Islamic Images
La Ilaha IllAllah

Sunday, 2 February 2020

Roze ki halat mein Wadhu mein kya nahi karna cahhiye

❗Only-Quran-Hadith-Quiz❗

Sawa: Roze ki halat mein Wadhu mein kya nahi karna cahhiye 

A. Miswak
B. Kulli
C. Naak mein pani chadhana
D. Thande pani ka istemal
E. Garam pani ka istemal
F. Teen baar se zayda kulli
G. Inmein se koi nahi

H. Sahi Jawab ka Intezaar

*************

Sahi Jawab - C ✅

📚Reference

Mein ne arz kiya Allah ke Rasool-Allah (ﷺ) mujhe wadhu ke bare mein bataiye! Aap (ﷺ) ne farmaya tum mukammal taur per wadhu karo, aur naak mein pani chadhne mein mubaligha karo, ila yeh ke tum rozay se ho.
------------------------
It was narrated from 'Asim bin Laqit bin Sabrah that his father said: "I said: 'O Messenger of Allah! Tell me about ablution.' He said: 'Perform ablution properly and sniff water up into your nostrils, thoroughly, unless you are fasting.'"
-----------------------
میں نے عرض کیا: اللہ کے رسول(ﷺ)! مجھے وضو کے بارے میں بتائیے! آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تم مکمل طور پر وضو کرو، اور ناک میں پانی چڑھانے میں مبالغہ کرو، الا یہ کہ تم روزے سے ہو ۔
------------------------
Grade: Sahih (Darussalam)
English reference : Vol. 1, Book 1, Hadith 407Arabic reference : Book 1, Hadith 441

No comments:

Post a Comment

Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) aur Tamheed (Alhumdullilah) padha karo

Bismillahirrahmannirrahim Hadith: Dhul Hijja ke shuru ke 10 dino mein ziyada se ziyada Tahleel (La ilaha illAllah), Takbeer (Allahu Akbar) a...